Trad ko close krna bhtr ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trad ko close krna bhtr ha
    My dear friend jib news ka waqat hota ha is waqat him logo ko apni apni trad ko close KR Dana Chaya kau ky is waqat market bhot hi tazi Sy kisi bi side py ja skti ha is leya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading main kam karna bht mushkil ha q k is har waqt apko bakhabar bhi rehna parta ha aur maloomat bhi rakhni parti hain ap jb bhi koi trade lagaty hain to jb bhi apko markeet main ziada variation nazar aye ya news ka time ho to koshish kren keh apni sari trades ko close kr dain q k agar achanak markeet ne shoot kia to account Ko bhi wash kr da gi. Thanks dear members
    • #3 Collapse

      G han news release hony se pehly aur news release hoty time me ye decide karna difficult hota hay key key market ki movement ki ho gi, trades news key bad open karna behtar strategy hay news key bad market ki next movement traders key ley clear ho jati hay aur asani se market trend ko follow kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Yes dear honey forex market mein news time se pehle apni running Chod school close kar dena chahiye running towards Jab Tak Hum khush nahi karenge toh Humne Apne instaforex bonus account process ka Samna karna padta hai Hame Forex trade agar koi chal rahi hai uska Star Plus laga dena chahiye stop loss of lagayenge aur apne ghar take profit nahi Lagaya Tha Main block kar diya kare
        • #5 Collapse

          Forex trading business kiok aik risky business hy aur news k waqt aur bhi risky ho jata hy kiok news k market ki movement buht fast ho jati js ko samjhne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur new trader ko kiok forex trading business mein knewledge aur experience kam hota hy is liye news k waqt new trader ko trading nhi karni cahaiye
          • #6 Collapse

            jee haan bhai app ny theek kaha hai news ky wakt market ka koi pata nahin chalta ky market ki movement kis taraf ki taraf ki hoo jayee aor ais main market ki movement hooti bhi bhot taiz hai ais liye us wakt main trade na karna behtar hai aor jab tak ky news ka result aa jaye aor aap ko news ka istimaal bhi karna aata hoo tab trade lageen
            • #7 Collapse

              apki bat shai h jb market me news start huna shoro ho jye tu hame forex news ko most read krna chahye ta k ap apni trading ki performance bahter aur tez krne m help mile aur ap news ku trading m ya baad m read krey ge tu ap apni trading postive wayy se kr sakay gey jis se ap market k analysis ku khoob smjh jye gey aur ap apni trading bhee best kr sako gey is lye news forex ka shyed big part h to ap ku news lazmi read kni chahye....
              • #8 Collapse

                dear friends, jen traders k pas knowledge hota hay woh to news anay pa andaza laga letay hain kah market kis direction main jaay gi aur es tarah woh news anay par lagai gai trade say acha profit earn kar letay hain but jen k pas knowledge nai hota un k leay trade close kar dena hi behtar hota hay.
                • #9 Collapse

                  nahe dear ager to ap k analysis achy hain to pher ap nay jo analysis ker k trade lagai hoti hai our jo sl our tp deay hoty hain kum say kum us point ka ap ko wait kerna hota hai pher he ap forex market main aik successful trader ban pao gay ager ap us main jald bazi karo gay to pher us main app loss uthoa gay our ap loss kerty kerty aik din apna account kafi loss main lay aty hain our aik din pher wash bhe ho jata hai our apny oper baharosa hona zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Jab news aanay waali ho aur aap samjhtay bhi hon kay big news arahi hay ya risky news hain then better hota hay apni wo pair ki trades close kar len jinpey news ka effect zyada ho sakta hay news kay time pe trade na karna behtr rehta hay takay account aap ka safe rahay news ka kabhi bohat zyada asar b hojata hay ussi hesaab sey trades aap ki minus aur plus hoti hain
                    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                    PLEASE VISIT HERE
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Ap bilkul sahi keh rhe hain Dear jab news ka time ho or humain news ke time dekhne ke liye bohat se sites hain waha se check kar lena chaiye or humain apni trades ko close kar dena chaiye ku ke bohat zyda risky ho sakta hai. Market mai movement kafi zyda hoti hai jis se ap ko bohat zyda profit ke chances bi hote hain or bohat zyda loss ke bi is liye sahi hai ke ap apna account bechao us time or trades close kar do.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X