Indicators aur signals main sy priority kis ko deni chahiay
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators aur signals main sy priority kis ko deni chahiay
    Indicators jo meta traders main available hain un sy hi ham help lety hain woh apny knowledge ky hisab sy lety hain lekin signals per hamain sochna nehi perta aur na hi kisi knowledge ko zarurat hoti hai tou kia hamain indicators ki bajaey signals per hi trading kerni chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeah each hai kybsinals hamain ready to trade milty hain lekin surety nehi hoti but indicators ko read kerna agar ham learn ker lety hain tou hamain next time trades main kisi signal ki zarurat nehi rehti ham khud signals generate kerna bhi shuru ker sakty hain isliay priority signals per trade in bajaey indicators ko dekh chahiay
    • #3 Collapse

      Brother signals pe depend karta hy kay wo kitna perfect hay aur us ki history kia hay kiun kay har signal bhi theek nai hota jo signal already ham se try kia ho mere khayal main to close eye kay sath bhi trade open kar deni chahiye aur agr analysis bhi us trade kay hisab se theek hon to phir to sonay pe sohaga..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear trade kerty waqat jald bazi nahi kerni chahey Es sy loss hi hota humain haqiqat pasand bena chahey indicater sa trade kerna Acha kyunk es main hum khod anlyses kertay hain and market ko watch bhi ker rahay hotay hain Es say achi trade ker k Acha profit liy ja sakta hai jab ki signals correctly nhi hotay Es main tukay wali bat hai kyunk ye auto hotay hain agar un main ap ki anlyses per koi single hai to ap trade ker sakty hain.
        • #5 Collapse

          Indicator aor signal in donon ko taqreban seb trader use kerty hain aor main samjhta hon kerna bhi chaey leken signal ki nisbat priority indicator ko deni chaey aor Han sort suni sunai batoon per amal kerny ki bajay khud analysis kerna chaey phir usky bad trade lagani chaey.
          • #6 Collapse

            dear friends, agar ham signal par trading karain gay to ham sari zindagi dosro par dependent rahen gay aur hamara loss and profit dosro k hath main hoga aur kabhi bhi signal fake honay par hamain loss aa sakta ha but agar ham khud market indicators ki help say analyse karain gay to es say ham ek den khud kafil ho jain gay.
            • #7 Collapse

              dear trading signal indicators se hi hasil key ja sakty hey hamy first forex news par depend karna ho ga indicators signals ko zeyda ehmeyat dena hamari mistakes ho sakti hay, kinu key forex news par hi market ka daromadar hota hay.
              • #8 Collapse

                bhai jan mein ap sy kehna chahta houn kay forex mein hmein khud kam karnaa chahye apnay oper hee etmaad sb sy badi jeet hoti hy ager hm dosro ko dekh karr copy krein gay hm kbhi agay nhi bdh payein gay hmein chahye forex mein mehnat karein aur apna kam khud karein aik din ap bht baday treder banein gay mjhy umeed hy ap sb loug apni madad ap kay tehat parr he yaqeen rkhty hngay
                • #9 Collapse

                  slaam to all group members.... mery khyal mein dono hi important hain lekin indicator ko smjhna zyda munasib hai kyun k is mein hum khud learn kr k decision len gay jab k signals mein hum doosron pe depend kren gay jab k indicators ko smjh k hm khud b signals generate kr skty hain
                  • #10 Collapse

                    G bhai indicators jo k hamaen mt4 provide krta ha un ko learn kr k hamaen kafi profit mil skta ha hm profitable trader bn skty haen.tu phr hm q signels pe yaqeen kr k apni trading kharab krean.kha makha ksi ko signels provide krny k lye hire bhi krean usy pasy daen tu q na hm khud un indicators ko learn kr k khud se profitable trader banaen.
                    • #11 Collapse

                      mere khyal main aap log signal ya indicator in main se dono ko follow karo is k sath news ko b search karo phir apny marzi se faisla karo trade laganay ka q k ek cheez par nazar rakhna acha nai hota zaida cheezo par nazar rakho gai to ek such nikal ga phir trade b win ho jay gi
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                        Indicators jo meta traders main available hain un sy hi ham help lety hain woh apny knowledge ky hisab sy lety hain lekin signals per hamain sochna nehi perta aur na hi kisi knowledge ko zarurat hoti hai tou kia hamain indicators ki bajaey signals per hi trading kerni chahiay

                        My dear friend ager signals 80% thek ha to phir him logo ko forex signals ko follow krna Chaya or indicater thek ha to wo follow krna bhter ha
                        • #13 Collapse

                          Dear ap ko mere khiyal mai indicator ko priority deni chahiye shyd wo ap k liye betar ho lekin ap ko smjhna b hai es liye ap ko chaiye k acha kam karo ta k ap ko es business ko kabi b chor kar kahin aur na jana pare soo ap ko behtreen faida tab he ho ga jab ap apni life ko enjoy karo gy aur acha reward hasil karo gy,,,
                          • #14 Collapse

                            indicators best hain hum unko samajh kar help letay hain analysis mei humay indicators acha faida detay hain signals ki wajah sey hum kisi pe depend hojatay hain aur signal pe loss kay bad recovery ki planning mushkil kar sakti hay esliye indicator se help lo aur apnay analysis ko perfect karo
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dusray logon kay signals ki nisbat mai kahunga ka indicator ko use kar len indicators ko apni strategies mei saath le kar chalain kyun kay indicators market ko analysis karwanay trend ko batanay mei aap kay liye helpful sabit hotay hain signals trades pe aap ka control nai hota aap just bound hotay ho
                              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                              PLEASE VISIT HERE

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X