Currency pairs aur good main hedging difference

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs aur good main hedging difference
    Agar ham gold main hedging kerty hain tou gold daily basis per support aur resistance ky darmian move kerta hai tou hedging successful ho jati hai lekin agar ham currency pairs main hedging kerty hain tou woh kamyab isliay nehi hoti ky currency pairs main aksar one sided move hi chal rehi hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jan mai apki baat sy bilkul agree kaeta hun gold sy hatt kar ap koi b metal ly lain woh daily basis par resistnce mai e move karty hain jab tak koi big news na aa jay par currency pairs mai aisa nahi hota hy currency pairs mai aksar market one side move kar jati hy
    • #3 Collapse

      G han currency pairs main hedging bahot mushkil hai ky trend ky hisab sy market aik taraf ko hi zyada moment kerti rehti hai ky point milna mushkil hota hai ky jab aik trade ko profit main close ker ky loss wali ko continue kia jaey lekin gold main hedging bahot easy hai ky apko time to time aesa point mil raha hota hai ky ap profit wali ko easily close ker ky loss wali sy bhi profit hasil ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Bilkul theek hay gold maximum apni support aur resistance kay mis main daily move karta hay is liye is pe hedging kamyab ho jati hay magar baki pairs is tarha move nai karte wo one sided move ziyada karte hein jis ki waja say trades risky ho jati hein..
        THKS
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Yes dear Aap Ki Baat Sahi Hai Ki forex market Mein Jab Hame hatching Karni chahiye the wedding syrup Gold ke upar kare Kyunki aap ko pata hona chahiye scalping aur hedging two different things hai agar humne currency to ask you for trading karni hai currency pairs trading karna hai toh currency pairs Kisi Ka support resistance area ko follow nahi karte follow nahi karte isliye Hame Gold ke upar trading techniques ko apply karna chahiye jaise ki hedging

          اب آن لائن

          Working...
          X