Losing trades can bring frustrations but can give you experiences

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    gee haan bhia hmein apne trading mein experience se trading krne se fiada hota he aur hmein apne trading mein losing nhe krne he aur apne trading mein sahih makret se fiada hasil krna he to apne trading mein emotions ka istemal na krein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      i completely agree with this post.. frustrtation toh natural hai loss k waqat lakin experience losses say hi ata haai jaab profit ho raha hota haai tab banda trade k baray may xada nhae sochta but loss per bohat sochnay ko milta haia..
      • #138 Collapse

        g han app ki loss trades app ko money se frustration to karwa sakti hay magar app ko yahi mehrumi app ko expert trader b bana sakti hay apny mistakes se seekna chaye
        • #139 Collapse

          forex man loss say jitna trader gain kerta hai itna shahid kisi lecture ya trainign session say gain nae ker sakta. loss say trader khud bakhud divret hu jata hai reason maloom kerny k mujhay loss kysy huwa hai.
          • #140 Collapse

            Loss hamain kisi na kisi soorat main faida bhi deta hy. Loss key bad waqti tor pr dukh hota hy lekan aap ko experience bhi hota hy aur is experience ki roshni main aap apni trading ko behtar bana saktey hain aur nex time loss sey bach saktey hain. Loss sey ghabraney waley buhat mushkil sey success hasil kartey hain.
            • #141 Collapse

              frustration to bas meri nazar me kuch hours tak ki he hoti hai us ke baad aap again normal ho jate hain bas greed se bach kar or ache se kaam kara jata rahe to phir koi masla nahi hota frustrated or emotional ho kar forex me kabhi profits nahi kamae ja sakte .
              • #142 Collapse

                jab log trade main kam karty hain or loss karty hain to frustrate ho jaty hain to humain is main practice kar kay experience hasil kar kay trade main kam karna ho ga k loss km ho skay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #143 Collapse

                  han bhai jo b trade hum loss karty hain wo humy kafi experince milta hai humy chahiyeh mehnat kary zaida say zaida tubhi kamyabi mil sakti hai or forex say acha koi b kaam nahi hai humy chahiyeh mehnat jari rakhy
                  • #144 Collapse

                    Loss sey hamain disappoint nahi hona chahaye aur is sey kuch na kuch seekhna chaheye. Yeh aik risky business hy aur loss to profit key sath hota hy. Is leye loss sey ghabraney ki bajey ya frustrate honey ki bajey is ko accept krian aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko control krain to trading achi ho jaye gi.
                    • #145 Collapse

                      jab b hum kam karty hain to humain achi earning hasil ho saktih magr humain demo ko use kar kay ahcy say ana ho ga magr humain is main frustrate nai ho ga ta kay earning ho sakay
                      • #146 Collapse

                        Gee han jab ap forex market main trading kerty huey koi mistake kerty hain tou same mistake per apko apni trading main loss uthana perta hai so apko same loss per preshani zarur hoti hai but apko preshan hony ki bajaey apni ghalti ko repeat kerny sy bachana chahiay ky dobara apko loss na ho
                        • #147 Collapse

                          loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur experience k begair hum is main kuch hasil kar sakty hain aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum earn karein gay
                          • #148 Collapse

                            G han bhai jan ap ki bat thek ha hume is business ma losing nai krni chaiye hume lose se bachne k liye phaly hi experience hasil kr lena chaiye ye hamre liye sab se important ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #149 Collapse

                              Han frustration zarur ho jati hy agar bar bar loss ho aur gussa a jata hy par es sy ye faida hota hy k agar insan seekhna chahe tou es loss sy boht kuch seekh sakta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X