Forex trading ko kbi light mat lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko kbi light mat lain
    Dosto forex trading ma aj Kal Jo bi new log aty hn wo zayda tar loss ko hi face krty hn KU us ki sab sy bari wajha hoti ha k wo forex ko bout light ly Lety hn un ko lgta ha ye bs buy or sell hi ha un k pas itna knowledge ni hota tu ma AP sb ko btana chata hn k forex trading aik world wide business ha is ka kboknowle bi bout zayda ha JB tk AP is ka knowledge na hasil KR lain or experience na ho Jay tb to live account py Kam na karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee bhai aap nay bilkul saheeh kaha kissi bhi kaam ko kabhi bhi aasan nahi lena chahiye aur woh bhi forex trading mein kyunkay forex trading mein aap aage tab hee hee hee ja sakte hain agar aap mehnat aur dill laga kay kaam karen ge
    • #3 Collapse

      Dear members forex trading ko maximum log bht easy laity hain halankeh forex trading bht mushkil aur mehnat wala kam ha isko itna easy na laim warna yehi bat apko nuqsan ki taraf la jay gi. Har trade ko chk kren to phr shuru kren aisy he blind trading bhi thk ni hoti. Thanks
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Jami0611 پيغام ديکھيے
        Dosto forex trading ma aj Kal Jo bi new log aty hn wo zayda tar loss ko hi face krty hn KU us ki sab sy bari wajha hoti ha k wo forex ko bout light ly Lety hn un ko lgta ha ye bs buy or sell hi ha un k pas itna knowledge ni hota tu ma AP sb ko btana chata hn k forex trading aik world wide business ha is ka kboknowle bi bout zayda ha JB tk AP is ka knowledge na hasil KR lain or experience na ho Jay tb to live account py Kam na karain
        Assalamu alaikum bhai main aapki post se bilkul agree karta hoon Forex trading ko Hame kabhi bhi lightly nahi Lena chahiye Jab Hum Forex trading co lightly Lenge to confirm loss hoga Kyunki Forex trading 1 bahut hi complicated business hai
        • #5 Collapse

          Cored trading bahot hi tough job hai aha ham usy easy lena shuru ker dsin tou bahot jald hamara account wash ho sakta hai ky agar ham baghair sochy samajhy trades open kerty rehty hain just market ki movement ko dekh ker tou hamari her open ki jany wali trade main hamain sirf loss hi hota hai aur isi waja sy hamara account bhi wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            Forex trading main jab apny investment ki hui hai tou ap isy light ly bhi nehi sakty aesa bilkul bhi nehi hai ky apny investment ker di baqi profit dena forex ka kam hai aesa nehi hota apko forex trading main profit hasil kerny ky liay bahot zyada mehnat kerna perti hai tamam options ko use kerna perta hai jo loss sy apko bacha sakty hain warna apki investment waste ho jati hai
            • #7 Collapse

              Yes sir forex trading aik hard and risky business hay jao bhee trader es ko jion karnay kay baad es business ko light leta hay wo success nahi hasal karta hay bilkeh loss hi karta hay, es liay humain es main kamyabi kay liay hard working karna zaroori hay. hard working in learning and practice main karna zaroori hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bhai main ap ke baat sa agree hon ka jo bnda new new us kam main ata hai wo khud ko bra expert samjhta hai aur lose uthata hai us lya main ap dosto ko ak mashwara data hon ka jab bhe ap ko forex use krna ho tu phala ap us ka bara main achi trah search kran phr us ko seekhen aur phr demo pai practice kran phr ap forex use kran bahut fiada ho ga us ko kabhe lite mat lan

                اب آن لائن

                Working...
                X