forex trading business mein new trader kaamyaab kio nhi hoty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading business mein new trader kaamyaab kio nhi hoty
    forex trading business mein new trader is liye kaamyaab nhi hoty k learning knewledge aur experience hasil nhi kartay aur trading kartay han js se loss hota hy phr wo trading chorr daity han aur agr profit bhi ho jata hy tu wo over confidence ho jaty han aur trading ko aasan samjhty han js se bhi loss ho jata hy aur new trader buht ziada greed kartay han aur jaldi profit earn karne ki koshish kartay han is se bhi loss hi hota hy is liye greed se Bach kar sabar se learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain gay tu kaamyaab trader ban saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main junior traders ko chahiy k wo sirf profit leny ki ni socho aur isi liy wo apna ziada loss bi kr berhty hain k wo joon hi forex trading k business k bary information ly lety hain to phr is main ziada investment kr k trading shuruu kr dety hain Jis sy unko nakami hoti hy to is liy unko mashwara hy k ap forex trading main sab sy pehly iska ilm aur mokaml experience seekho
    • #3 Collapse

      Aslam o alikum new member ko itna juld experience nahi melta k o kamyab ho jay first time is mein kamyabi hasal karny kaliye kuch time zaroor lagy ga tub usko experience ho jata hey
      • #4 Collapse

        G bilkol teak kha AP ny aj Kal bout zayda tadad ma log forex ma entre ho rhy hn but mostly logo ko loss hota ha or wo us loss ki wjha sy trading chor dety hn ye fqt us surt ma hota ha JB new member k pas na tu acha knowledge hota ha jis sy wo ko strategy bna sky or na hi koi acha experience hota ha jis py wo anylsis krty huy trade karain agr ksi tra so aik kamyab trading k liay experience or knowledge payla Kam ha warna bs loss hi ha
        • #5 Collapse

          Forex main new aany waly traders ka masla sirf yeh hota hai hai wo bary bary khuwaab aur bari bari sochin lay kar es kaam ko join karty hain aur sab say buri baat kay zehan main bht calculations kartey hain kay agar aisa ho jaay yo aisa kar dain aur waisa ho jaay to waisa kar dain gay. Lekin apko main ye bata dun kay jo ye kaam start ma sirf seekhny ka liey karta aur profit k ly ni karta to phir apko us cheez ka faida long run ma hota hai.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
            forex trading business mein new trader is liye kaamyaab nhi hoty k learning knewledge aur experience hasil nhi kartay aur trading kartay han js se loss hota hy phr wo trading chorr daity han aur agr profit bhi ho jata hy tu wo over confidence ho jaty han aur trading ko aasan samjhty han js se bhi loss ho jata hy aur new trader buht ziada greed kartay han aur jaldi profit earn karne ki koshish kartay han is se bhi loss hi hota hy is liye greed se Bach kar sabar se learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain gay tu kaamyaab trader ban saktay han
            assalamu alaikum bhai jaan mai aapki baat se bilkul agree Karta Hoon new traders market go join Karte Hain To without any experience and without any knowledge market Mein trading karna Shuru kar Deti Hai Jiski wajah se nuksaan ka Samna karna padta hai
            • #7 Collapse

              New traders is ley kamyab nai hoty ke in main knowledge hasil karny Aur expert se madad lena nai ata aur wo khod hi trading karte rahty hein halan ke trading aik mushkil kam hai jis ke ley knowledge aur market analysis kar hona zarori hota hai
              • #8 Collapse

                Dear main aap sa agree karta hoon aap bukal thek kaha rahay hain k new trader ki trade main kamyab na hona ki bari waja hay k new trader na tu knowledge hasil kartay hain na he markit ka analysis karr saktay hain aur demo account main be thora time parctice kar k real trade start kar datay hain jis sa un ki exprence na hona ki waja sa knowledge kam hone ki waja sa trader hamasha lose main jati hay aur ager trade profit main ja hay tu greed aur over confidenc ki waja sa next trade per aona account tak wash karwa bathtay hain
                • #9 Collapse

                  Forex trading business mein new trader kaamyaab na hone ki sab se bari waja ye hi hy k new trader forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil nhi kartay aur trading kartay han js se loss ho jata hy tab hi wo forex trading business ko choor jaty han ya new trader Jo han greed ziada kartay han aur ziada risky trading kartay han js se bhi loss ho jata hy new trader ko cahaiye k learning knewledge aur experience hasil karain phr trading karain tab kaamyaab trader ban saktay han
                  • #10 Collapse

                    Forex main new traders apni mistakes ki wajah say kamyab nae hotay kiyun kay wo patience say kam ni lety lalach karty hain jis say loss kar dety hain aur kuch newbies aisy hotay hain jo proper learning nae karty demo par thori c practice kar leny kay bad real account par aa jaty hain aur is tara wo loss kar dety hain...
                    • #11 Collapse

                      salaam, forex trading business me newbies kamyab nahi hote uski bhot si wajoohat he jese k wo without learn k trade karte he patience ki kami hoti aur sab se important unki analysis theek nahi hoti jis ki wajah se unhe sirf or sirf loss hota he umeed he meri bat ap sab ko samjh aaye hogi.
                       
                      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                      • #12 Collapse

                        dear friends forex trading mein wo hi kamiyab hota hey jo forex business ke barey mein experience or knowledge rakhtey or or forex zeyda se zeyda mehnat kartey hein new trader es liye kamiyab es liye nahi hotey ke ke un k pas forex trading ke barey mein experience itna zeyda nhi hota or wo be dheyan ho kar tading kartey chley jatey hein soch samahj kar trading ko nahi katey es liye wo kamiyab nahi hotey
                        • #13 Collapse

                          meray khyal mei 2 khaas wajah hain nakaam honay ki new traders kay paas experience aur knowledge kam hota hay ess wajah sey wo kamyab nahe hotay aur 2nd ye kay agar kabhi unko acha profit mil bhi jay tou wo mistake kartay hain over confident hojatay hain greedy emotional bhi hotay hain jis sey unki trading planning success nahe hoti
                          • #14 Collapse

                            Forex trading main junior traders ko chahiy k wo sirf profit leny ki ni socho aur isi liy wo apna ziada loss bi kr berhty hain k wo joon hi forex trading k business k bary information ly lety hain to phr is main ziada investment kr k trading shuruu kr dety hain Jis sy unko nakami hoti hy to is liy unko mashwara hy k ap forex trading main sab sy pehly iska ilm aur mokaml experience seekho
                             
                            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nahe dear main is bat se agree nahe karta k forex trading main new trader kamyab nahe hoty . q k dear jo aj old trader hai ya successful trader hai wo aisay hi to kamyab nahe ho gaya . wo to kabi na kabi new he thay per aj wo successful hai. is main main is bat se agree nahe karata k just old trader he forex main successful hoty hai. dear jahan tak main is ki waja samjhta ho her wo banda forex main kayab ho sakta hia jo forex ki nature ko samjhta ho jiss main sabar ho wo jo forex main emtion per kabo rakhta ho wo kamyab ho sakta hai. or aik bat na k forex balky her cheeze main start main to mushkal hoty hai per agr ap kamyab hona chahty hai to lagan k sath kam karty rahy sab theak ho jain ga

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              Working...
                              X