Trading main time frame ki ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main time frame ki ahmiyat
    Trading ke ley had trading ki soch mukhtalif hoti hai had trading apni marzi aur wish ke mutabiq faisla karta hai.H1 H4 aur D1 best hein jinko smjhna asan hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dekha jaay to har timeframe ke apni ehmiyat hoti hai aur jis kism ke trafing ap karna chah rahy hon aap ko uss kism ka timeframe hee istemaal karna chahey. Maslan agar aap chahty hain kay 1 he din kay andar trade close krin gay to us kay liey apko choty time frames jesa kat 5 min ya 30 min ya phir 1Hour ka timeframe bhe istemaal kar sakty hain. Lekin bary timeframes ke trades amoomam zaida time kay baad close hote hain.
    • #3 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning start karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna time frame ko teak karda taka hum ko achi earning start ho jaya es leya hum ko market ke movement ko hamasha look karna hoga to per hum ko achi earning hoge warna hum ko loss he hoge................
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dosti123 پيغام ديکھيے
        Trading ke ley had trading ki soch mukhtalif hoti hai had trading apni marzi aur wish ke mutabiq faisla karta hai.H1 H4 aur D1 best hein jinko smjhna asan hota hai
        Assalamu alaikum bhai jaan mai Aapke Paas Hai bilkul agree Karta Hoon Har trader ki apni thinking hoti hai mere Dekhne Mein d 1 ek bahut accha timeframe hai agar Hum isko analysis karna seekh Le to bahut jaldi Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Time frame ki trading main bohat zyada ahmiyat hai ham trades candles ko dekh kar karty hain is liye time frame trade kay liye kafi mater karta hai agr ap short term trade karty ho to h1 se pehly k time frame use karain agr long term trade karty hain to d1 se m1 tak k time frame use karain lekin mery hisab say agar ap regular trader ho to h4 par trade karain ye best time frame hai...
          • #6 Collapse

            Forex trading business mein time frame ki bhi buht ziada ehmyeet hy kiok time frame ki madad se hi ap chart ko samjh saktay han aur time frame ki madad se ap market ka analysis kar saktay han aur har trader apni strategy k mutabik hi time frame use karta hy
            • #7 Collapse

              Re: Trading main time frame ki ahmiyat

              forex trading business mein time frame se hum chart par analysis kar saktay han aur time frame apni strategy k mutabik use kiya jata hy aur agr long term trading karni ho tu ziada time frame use kiya jata hy aur agr short term trading karni ho tu kam time frame use kiya jata hy
              • #8 Collapse

                Re: Trading main time frame ki ahmiyat

                Trading my ham ko bhot zeada agr sahi smjhna ho to hamt is my long taime my zeada profit hota hy our shart taime my kam profit hota hy agr ham long taime my kam krty hy to us my bhot din trade bhi open rakhni hoti hy ham ko our ham agr shart my trade kry to phr hamy us my jaldi trade close krni chiya
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main time frame ki ahmiyat

                  Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main time frame ki ahmiyat

                    forex mai time frame ke bohat ahmeyat hain hamy achy experience ky mutabik h1 ko use kar ky market mai kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar sakygy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai live trading be kar sakty hain forex aik real business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X