Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?
    Sir forex trading main aik mamool ban raha hy k hamain loss ziada ho raha hy aur profit kem aata hy to is ki waja yeh hy k trading main trading ki market p confidence ni hota aur joon hi ap ki trade profit main jana shuru hoti hy to ap loss k der sy trade ko band kr dety ho to ap ko ziada profit ni aat ,to is liy apny andar trading main trading ki market p confidence paida kro aur yaqeen rakha kro k ap ko profit hi aay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aslamoaliakum apnay bikul thek kaha hai main apki baat say agree krta hon less confident hi main waja hai profit hoti trade ko band krnay ka.aur es problem ko khatam kia ja Sakta hai agr hum apnay account ko manage kr k chalian aur koshish karian k small lots main margin Rakh k trading karian Tabi hum confident hon gay k hameri trading profit honay k baad agr loss main b chali jati hai tou no mattar
    • #3 Collapse

      G bhai g ap ki bat bilkul theek hy k hem forex trading main ziada profit is liy ni ly sakty k hem ko khauf hota hy k kaheen aany wala profit kaheen loss main change na ho jay to trading main confident tab aay ga jab mokaml tour p hem forex trading ka ilm aur experience hasil kr lain gy to
      • #4 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko market ke movement ko look karna hoge es leya hum ko chaheya ka hum always market ke movement ko look karta raha q ka per hum ko achi earning hoge laken ya world wide online market ha es ma market ke movement bohat taze hote ha............
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzaibkhan پيغام ديکھيے
          Sir forex trading main aik mamool ban raha hy k hamain loss ziada ho raha hy aur profit kem aata hy to is ki waja yeh hy k trading main trading ki market p confidence ni hota aur joon hi ap ki trade profit main jana shuru hoti hy to ap loss k der sy trade ko band kr dety ho to ap ko ziada profit ni aat ,to is liy apny andar trading main trading ki market p confidence paida kro aur yaqeen rakha kro k ap ko profit hi aay ga
          Assalamu alaikum bhai jaan mai aapki baat se thoda sa agree Karta Hoon Pakistan Forex form Par Ek trend chalawa Hai Ke Hame loss Jyada hota hai aur profit kam hota hai mera ek dost hai Jisne 150 dollars kae capital se 1 week mein $200 profit earn Kiya Hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

            g ha ap bilkul thik keh rahy hy men bhi ap ki is baat se puri tarha mutamain hun forex buhat acha bisiness hy hamy isse buhat faida hota hy hamy yahi bisiness karna chahiye or hamy forex trading men zayada profite close koi ni kiya jata kiyun k agar ham esa kary gy to hamy buhat nuqsaan bhi ho sakta hy or hamy loos bhi ho jaye ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

              hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien gay aur profit ko mange kar k hi rade karni ho gi ta k earn karine gay aur is foruum main bi emotion ko kabo main rakh k hi hum suucess hon gay aur analyse ka rk hi hum trade karein gay aur is k rules ko mind main rakh k hi hum trade karien gay aur profit ko mange ka k hi hum achi trade karien gay ta k earn ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

                profit ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur hamain loss sayy bachny k liye learning karni ho gi aur market main planing karna ho ga tab hi hum trade karien gay aur hamain is forum m ain emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum m ain bi trade karny main bi asani ho saky ga ta k earn ho
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

                  profit ko mnage kar k hi trade karni ho gi aur is foruum main har koi achy say trade lga skaty hain but jis k pas is forum main acha expeirence hasil hai wo hi is forum main suces sho sakta hai so hamain chahye is k bary main bi planing karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay uar hamain markt main bi kam kar k hi hum achy say trae karny k kabil hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

                    experience hasil Kar k trading karain tu loss nahin hota aur is k elwa greed jald bazi aur emotional Forex business mein agr kuch hai tu wo hai learning aur information Forex mein learning zaroori hai trading se bui loss hota hai aur Forex mein koi bhi mistake karain us se loss hi hota hai hum ko hum ko apni mistake ko cover Karna hota hai aur Forex ki skills hasil Kar k profit earn kar saktay h Forex mein hum ko buht ziada mehnat aur hardwork kar k Forex ki learning Karni cahaiye learning ho g
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main ziada profit close kio ni kia jata ?

                      Dear forex ho ya forum aap ko aap kay kaam ka paysa hi milta hay aysa bilkul bi nahi hay kay aap nay profit kay liya itna intizaar kiya or phir aap ki entry lag hi nahi rahi ho ya phir aap kay paas aik acha profit aa raha ho to aap ki entry na close ho ya to aik galat baath hay mayray saath to aaj tak aysa nahi howa hay may nay to aik sath 200 usd profit may bi entry close kari hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X