stop loss k baghair trading krna bht danger hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss k baghair trading krna bht danger hai
    salam friends,

    forex trading me agar hum trading krte huwe stop loss ka istemal ni krte hain to ye bilkul asa hai jese k hume swimming ni ati hai or hum samandar me chalang laga dete hain q k dekhen agar hume swimming ni ati hai to hume chahe k hum ya to swimming sekhen ya phir hum samander me chalang he na lagaye esi lia dosto stop loss bhi lagana bht zaroori hai q k agar market apki trade k khelaaf jati bhi hai to apka account me loss ata hai but limited apka account wash hone se bach jata hai stop loss ki waja se dosto shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dost apki bat bilkul thk hy stop loss k bghair trading krna buht danger hy . Is k bghair agr trade lgaya jay tu ain mumkin hy k apka bonus ko zero ho jay. Me ye kahun ga k stop loss as a safety gear hy jo hmary trade ko aur account ko safe rkhta hy. Isy hm jis b point py select krty hn us point tk hmara trade safe rehta hy. Is lye try kren k jb b koi trade lgaien tu stopp loss zrur lgain . Taa k apka lgaya hoa trade safe rhy.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
    • #3 Collapse

      G bilkul agar ham apni trades men stoploss ko use ni krte hain to ye hamare liye bahot dangerous sabit ho sakta hai q k stoploss hamare liye bahot hi ahm hota hai aur kabhi kabhi market hamare against bahot ziada challi jati hai jiski wajja se hamen kafi loss ho jata hai so hamen kabhi bhi stoploss k bagair trading ni lrna hai isliye hamen koshish krni hai k wothwit stoploss kabhi bhi koi trade open na kren
      • #4 Collapse

        G haan main aap say bilkul mutafiq hun aur ye hamari sab say bari aur sab say major mistake hay jis ko ham zara bhe importance nahe dety hain. Aur ham stop loss na lavany ko mistake he nahe samnhty hain. Lekin jab ess ka na lagana hamko nuqsan deta hai to phir ham kehty hain kay shyed ham ny stop loss lagaya hota to hamko ess preshani ka samnaa na karna parta.
        • #5 Collapse

          Dear forex mai jab ap seekho gy smjho gy aur phr kam karo gy tu ap ko boht he acha faida ho skta hai soo ap ko mehnat b achii karni ho gii aur apni life ko b set karna ho ga lehaza ap ko dekhna hia smjhna hia k ye business ap kese karte ho aur ap kese es business ko behtar tarha se le kar chalo gy soo ap ko mehnat k sath he kam karn aho ga...
          • #6 Collapse

            main ye samjhta hon k agar ap ne stop loss ni lagaya howa to ye matter tab karta hai jab ap ka capital kam hai agar ap k pas capital kam hai to stop loss lagana lazmi hai q k market agar zara se bhe zaida move karte ain to apka account wash ho sata hai laiken agar apka capital large hai to main samjhta hon k stop loss lagana zarori ni hai apka account loss bhe recover kara he sakta ha
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum my dear son Mere Khayal Se Forex trading co stop toh Uske Bina karna Bahut He danger hai aapka account wash ho sakta hai isliye aapko stop loss use karna bahut lazmi hai stop loss Ek Bahut Achi Cheez Hai Jise aap ka account se Rehta Hai Aaj Mere to account was Ho chuke hain
              • #8 Collapse

                jee han ap theek kehtay hain k stop loss k bgair trading kerna to asa he hay jasa k kisi ko tarna na ata ho aur us ko sea main phank dia jay to wo doob jay ga stop loss ko jo trader use ni kertay wo life time kabi b successful trader ni ben sektay aur kisi b time un ka sara capital waste ho sekta hay.
                • #9 Collapse

                  Walikum Asslam, hum jab bi trading karte hain to humain stop loss ko lazmi use karna chiye ye bohat zaruri hai hamare liye ke hum har trade main stop loss ko lazmi use karian ku ke is se hamara account safe rehta hai hum bare loss se bech jate hain jo ke bohat fida man ha hamare lie Forex ki market main profit banane ke liye.
                  • #10 Collapse

                    bilkul jee ap ki baat sahi h stiop loss k bgair trade kr boht dangrous treen h kio k is se ap apne paise loss kr skte he is lye ap ku kbi bhee isk nhi lena chhye ta k ap paise bhee safe rahey...
                    • #11 Collapse

                      Trading kay doran stop loss use karna bohat zarori hai ye hamain loss say safe rakhta hai hmary account kay liye bohat zarori hai agar ap tradr karty ho aur stop loss nae use karty to ap bohat bara risk lety ho market kisi bhi waqt kahin b ja skti hai is liye loss bhi ho skta hai sab traders ko stop loss must use karna chahiye...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        hum jab bi trading karte hain to humain stop loss ko lazmi use karna chiye ye bohat zaruri hai hamare liye ke hum har trade main stop loss ko lazmi use karian ku ke is se hamara account safe rehta hai hum bare loss se bech jate hain jo ke bohat fida man ha hamare lie Forex ki market main profit banane ke liye.
                        :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X