forex trading me kis se bachay or kia keya jaye profit k lia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me kis se bachay or kia keya jaye profit k lia
    salam dosto,

    mene akser ye dekha hai k naye anay wale traders gold par trading krne lag jate hain jo k bht danger hoti hai q k dekhen gold 1 taraf zada move ni krta hai gold etna khaternaak hai k ye ap ko bht zada loss de skta hai kal ki baat karun to mujhe kal he 200$ ka loss huwa hai mere account me gold k uper trading kr k esi lia me ap logo ko ye suggest karunga k ap log gold se bht door rahe
    or ub atay hain us baat par k apne kasay zada profit banana hai to ap log long term me currencies ko analyse karen monthly ya weekly bases par un par trades lain wo apko bht zda profit de skti hai dosto shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Muhammad Ali dear har koi jis pair ya phir kise commodity par trading karta hai yo wo shyed us par trading karney say apne aapko comfortable feel karta hai to phir he wo kamyabi k sath kam kr sakta hai. Lekin agar wo ya ap kise b pair pa confidentt na hon aur double minded ho jaain to kabhe bhool kar bhe us par kaam na karin. Wo apko loss day sakta hai ya baki trading ko bhe mutasir kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
      salam dosto,

      mene akser ye dekha hai k naye anay wale traders gold par trading krne lag jate hain jo k bht danger hoti hai q k dekhen gold 1 taraf zada move ni krta hai gold etna khaternaak hai k ye ap ko bht zada loss de skta hai kal ki baat karun to mujhe kal he 200$ ka loss huwa hai mere account me gold k uper trading kr k esi lia me ap logo ko ye suggest karunga k ap log gold se bht door rahe
      or ub atay hain us baat par k apne kasay zada profit banana hai to ap log long term me currencies ko analyse karen monthly ya weekly bases par un par trades lain wo apko bht zda profit de skti hai dosto shukreya
      assalamu alaikum bhai main aapki baat se bilkul agree Karta Hoon new Aane Wale traders Gold per trading karte hain unko gold ki muh Mat Kar Itna pata nahi hota aur Market ko acche se analysis nahi karte Jaise Woh Apna account bahut hi Aliya wash karwale the gold per trading karne ke liye aapko market ko analysis karna aana chahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X