Apni trades ko improve karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni trades ko improve karain
    Aap apni trades mein improvement karna chahtay hain tou aap ko pata hona chahyea kay iss kay lye aap ko learning karna ho gi aur phir uss kay baad trading jab aap bonus accounts per karain gay tou aap ko kafi had tak profit ho sakta hai Lakin money management ko zaroor aap nay damagh mein rakhna ho ga tab aap ka account per profit zayada ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trades ko chahiya ky ager wo apni ki gai mistake ko 2bara na kary tu mai samjhta hun ky koi bi aisi waja nahi ho sakti hy jis waja sy ap ko loss ho kiyo ky hm log jo mai mistake karty hy wo aise hoti jin hi ki waja sy logo ky account wash hoty hy or wo mistake mai basic mistake hoti hy jo ky amoman her new trader karta rehta hy ap ny daikha ho ga ky kai log is mai acha profit bana rahy hoty hy ager ap un ly trading ky style ko daikhy tu ap ko andaza ho jay ga ky wo log wo mistake kabi nahi karty hy jin ki waja sy ap ka account wash hota hy bas ap bi wo na kary or is ko learn kry jitna ho sakta hy..
    • #3 Collapse

      G dosto hamen apni trades ko zarur improve krna hai aur iss k liye hamen mehnat ki zarurat hai jab ham achi tarah se mehnat kren ge to tab hi hamara ecexperien barhe ga aur tab hi ham achi trading kr saken ge isliye hamen koshish krni hai k ham ziada se ziada experience gain kren air apni trades ko positive kren jab tak hamara experience acha ni bn jata hai tab tak ham forex se achi earnings ni le sakte hain aur na hi apni trades ko improve lr ssakte hain
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat theak hay forex trading ki improvement k liye hard working karnii partiii hay jab tak hum hard work nai karen gy hum apni trading ko improve nai kar sakty hard working ay hi experience gain hota hay jita zyada experience ho ga usiii sy hum apniij trading ko improve kar sakty hain
        • #5 Collapse

          ager ap trading kerty hien or apni trading ko improve ni kerty hien to ap es mien aa ker belkul bee success hasil na ker sakty hien es lye es mien success hasil kerny k lye hamain apni trades ko improve kerna ho ga or es mien earning k lye try kerna ho ga
          • #6 Collapse

            Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k trade ko improve karna k laya sab sa important cheez hay learning instaforex aak different tarha ka bussniss hay aur iss ki learning be different hoti hay forex trading na tu aap book sa learn kar saktay hain aur na he iss ka kohi insitute hay learning k laya aap ko analysis karna pharay ga markit ka aur knowledge hasil karna ho ga aur sab sa important demo account main practice aap jitni zayada practice karan gay utna aap forex trading k baray main jana gay
            • #7 Collapse

              Mery khiyal k mutabiq trading ko improve krney k liye hardworking karni chahye...agr ap trading kartey hoo or ap sy koi mistake ho jati hy too ap ko chahye k us mistake ko ignore na karey balkey us mistake ko improve karey or next us mistake ko repeat mtt karey iss sy ap ki trading main bht e difference a jaye ga or ap ki trading best ho jaye gi
              • #8 Collapse

                Trading skills ko improve karne ke liye bohat zaruri hai ke hum learning ko zyda se zayda barain jo ke mare khayal se sab se zayda zaruri hai Forex ki market main successful hone ke liye hum tab hi Forex ki market main successful ho skte hain agr hum sahi tara se is mai mehnat karte hain.. Forex main successful hone ke lyie mehnat zaruri hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Aap apni trades mein improvement karna chahtay hain tou aap ko pata hona chahyea kay iss kay lye aap ko learning karna ho gi aur phir uss kay baad trading jab aap bonus accounts per karain gay tou aap ko kafi had tak profit ho sakta hai Lakin money management ko zaroor aap nay damagh mein rakhna ho ga tab aap ka account per profit zayada ho ga
                  dekhay wakat guzarne k sath ap ki trade bahter se bhter hu jati h jis se ap ka ek experience pahley bahter bahter hu jata h aur ap dusra ap ki trade improve hu jati h is lye ap wakat k sath zyada expreience hasal kr lete he is lye ap ku zyada se zyada experience hasal krna chahye ta k ap achi trade kr k bahtr earning kr sako.....
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna trade ko improve karta raha to per hum ko bohat achi earning hasil hoge es leya hum ko chaheya ka hum apna trade ko ak to acha time pa lagaya or ak us ko improve be kara taka hum ko achi earning start ho gaya ga............
                    • #11 Collapse

                      Yes ap ny sahi kaha hy k agar hum profit lena chahty hein to hum ko apni lots mein improvement karna lazmi hy kiyon k humein profit lots ki achi improvement sy he milta hy aur hum bina knowledge k kabhi bhi apni trads mein improvement ni la sagty kiyon k bina kknowledge bus tuky he hoty hein trading ni
                      Removed by moderator.
                      • #12 Collapse

                        Slaam to all forum members.... bilkul hmain apni trades ko behter banany k liye hmesha mehnat krty rehna chahiye chahy wo kooi b account ho hm demo mein to easily profit bna lety hain jab k real money paar ye hmary liye mushkil hho jata hai iski main reason money management hai is k bghair hm kabhi profit mein jayn gay or zyada tar loss mein hi jayn gay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Aap apni trades mein improvement karna chahtay hain tou aap ko pata hona chahyea kay iss kay lye aap ko learning karna ho gi aur phir uss kay baad trading jab aap bonus accounts per karain gay tou aap ko kafi had tak profit ho sakta hai Lakin money management ko zaroor aap nay damagh mein rakhna ho ga tab aap ka account per profit zayada ho ga
                          traders ko chahiye Ke Jab Vivo Forex trading Mai trade Kare aur Unse Koi mistake ho jaye to usko not Karle aur try Karenge future Mein Woh mistake Dobara Na Kare is se traders ki trading abilities improve Hogi
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X