Dosto, aj mein ap logou ko khna chahta houn - bhot sy loug rozana lakhoun ka nuqsaan karty hein srf ic wajah sy kay woh ziadaa kamyein lakin hota kiya hy woh apna nuqsaan kar bthtay hein - mein aj ap logou ko btana chahta houn jese kay hm sb janty hein qatra qatra daryaa bnta hy uce trah thra thra munafa bhi aik din badaa munafaa bn jaata hy apko sabar aur lalch sy dor rehna hy takeh woh sb kuch hasil kar skein jis ki wajah sy herr trader forex mein akar apni forex ki zindgi ka ghaz krta hy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим