Loss ke sub se bare wajh traders own mistakes hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke sub se bare wajh traders own mistakes hain
    ​ASLAMUALEKUM dosto forex jahan live money investment hai wahn emotions ek role play karty hain aur jahn emotions ajaen wahn galty ka imkaan bohat zayada barh jata hai 10-20% movement aese hoty hain jahn insaan ka koe ikhtyar he nahe aur koe bhe trader ho wahn loss ho ga he hoa lekn 80% market expected movement he karty hai lekn trader phr bhe emotion se deal nahe kar pata aur loss kara k he rahta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir g waqi esa he hy forex trading mein chahy jitna bhi bada trader ho loss to ho jata hy is liye jub bhi loss hota hy us mein mere khyal sy trader ki apni mistakes hoti hein aur mukhtalif jaga pay mukhtalif mistakes hoti hein aur aksar mistakes ki wja jesa ap ny kaha hy k emotions he hoty hein kai esi jaga ati hein forex trad mein jahan hum profit lay bhi sagty hein lekin loss kar dety hein
    Removed by moderator.
    • #3 Collapse

      dear Aapne jawaja bataiye loss hone ki rompe Kafi acchi recent Hai Ke Hame market Mein loss sabse Zyada ki wajah se hota hai ke hum market ki fluctuation Main Apne motions control nahi kar sakte emotions Jassi greed and fear isko control nahi karte lekin market 80% technically move Karti Hai sehrish 20% market is tarike se move Karti Hai Ke Hum wrong Le Lete Hain
      • #4 Collapse

        app ki baat sahe hai humeri mistakes jab tak forex main khatm nahe hoon geen humean us time tak usmain acha khas loss hota rhy ga main nay last three month main accounts zero keay hain our us ki wohi wja the k main nay us mian laluch k sath trade ki our pher patients nahe rakh pae js ki wja say mujhey bhare nuksaan hoa to un he batoun ko ghaltiooun ko hum bar bar repeat ker rahy hoty hian to un ko kum kerna our pher khatim kerna ho ga
        • #5 Collapse

          Traders jab be trades open kar lety hey agar ye trade loss me ho ya profit me traders hamesha emotional hi hoty hey zeyda profit key ley be traders emotional ho sakty hey aur loss hony key bad be traders emotional hoty hey, ye esi situation hoti hay key traders ko es par ikhteyar khatam ho jata hay.
          • #6 Collapse

            ap nay bilkul sahi kaha bhai jan mjhy lagta hy hmein ic bt khyal rkhna chahye kay forex mein emotions kam nhi atay kam ataa hy to sirf tajziaa kam ataa hy hmein chahye kay forex mein hm apnhi duhraye gayee ghltiyoo sy sekhein nah kay uc ko duhraa kar apni adat bana lein - jo bhi treder apnay jazbat ko qaboo mein rakh kr apnay maazi kay tjarbaat sy sekhta hy tou wo shkhs hr shobay mein apna nam kamaa skta hy
            • #7 Collapse

              Dear baat aap ki thek hay k instaforex per jo hum lose kartay hain us main hamari apni mistak hoti hay aur in mistak ki khuch na khuch waja hoti hain jin main sabsa important hain emotion. Instaforex trading aak bussniss hay aur bussniss main emotion ka kohi kam nahi hota hay ager aap emotion ko control nahi karan gay kisi be bussniss main kamyabi hasil karna mishkal hota hay emotion k bad dosari bari mistak hoti hay markit ka analysis na karna aur tarde open kar dana iss sa be trader ko bhot nuqsan hota hay
              • #8 Collapse

                Dear bat trader nary hony ki NI hai bat yeh hai keh AP ny kitni training hasil ki hai aur apka kitna experience hai Kai asa trader bhi Han Jo loss Kar jaty Han aur Kai new trader bhi Han Jo profit ly lyty Han but bat sirf yeh hai keh apka analysis kitna acha hai ku keh jis NY analysis Sahi Kar Lia aur market ko Sahi dakh Lia woh kamyab ..par phr bhi ham risk ly Kar work Kar rahe hoty Han to risk factor hamesha rehta hai...
                • #9 Collapse

                  jee sir loss kerny ki sab sy bari waja yeh hai k es mien hum greed kerty hien or es mien aa ker repeat kerty hien es lye hamain es mien aa ker mehnat kerni ho gi or mistakes ko repet ni kerna chahye or earning k lye effort kerna chahye
                  • #10 Collapse

                    loss ki sab se bari wjha over trading aur bar bar trading lagana hey jab hum forex business mein work kartey hein to hamen fully plan ke sath aur patience ke sath is mein enter hona chahiye tab hi hum is main kamiab ho saktey hein aur achi income get kar saktey hain.
                    https://t.me/pump_upp
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G blkul sir apny sahi kaha loss k wja ziada ter traders k apni hi galtia hoti ha wo trade lagany sy phly market k movements pr focus nahi krty ya wo es business ko boht hi easy ly lety han ya to phr boht hi ziada stress ma decision lety han jiski wja sy greed or fear jesy emotions shamil ho jaty han or loss ka samna karna parta ha hmmy es business ma fine decision lena chaheay or 1 achi strategy lagani chaheay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X