Jab aik trade chal rehi ho tou dusri open kerny ky liay zaruri ehtiat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab aik trade chal rehi ho tou dusri open kerny ky liay zaruri ehtiat
    Jab hamari aik trade chal rehi hai tou koshish kerain ky jab tak woh trade close na ho jaey dusri trade open na kerain lekin agar phir bhi kerni hai tou yeah zaruri check ker lain ky aik lair main agar apny USD per buy lagaya hua hai tou dusry per sell na laga dain aur pending orders hamesha aik running trade ky sath maximum support ya resistance per hona chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apky points valid hain aur sath agar apki aik trade jo chal rehi hai uska lot size aur jo pending order lagaya hua haibuska lot size dono mila ker itna zyada na ho jaey ky account thori movement per bhi wash hony ky chances berh jaen ky jab pending order open ho tou zaruri nehi ky apki favour main hi movement ho against bhi ho sakti hai tab yeah ehtiat zaruri hai
    • #3 Collapse

      Brother jaise ke mashhoor hai ke saaf khain aur suthara khain to ye baat waise hi nahi bani hui is mein zaroor koi baat hai hame chahiye forex main hamesha ek waqat mein ek hi trade open kare kyun kya hamara bonus account hota hai aur hamara balance kam hota hai us me agar thora bhi market zyada move kar gai aur hamari do trades open hui ho to hame ziyada nuksan ho sakta hai aur hamara account wash ho sakta hai isliye hame ek trade closed hone ke baad dusri trade ko open karna chahiye..
      THKS
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        slaam to all forum members... ek se zyada trade open krny mein koi harj nahi bas apko do cheezon ka khyal rkhna chahiye number ek apka capital kitna hai us hisab se trade lgayn over trading mat kren number do agr ap cross pair mein trading kr rahy hain to ap ko opposite direction mein trade lgani hogi agr ap ne gbpusd mein trade lgai hai or doosri trade aap eurusd mein lgana chahty hain to in dono mein usd same direction mein move hongy

        اب آن لائن

        Working...
        X