Currencies aur commodities kay ilawah trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies aur commodities kay ilawah trading
    Mein nay forum mein aik baat note ki hai kay yahan pae log ya tou currency pairs aur metal trading ki baat zayada kartay hain jab kay forex mein aur bhi kafi pairs ya companies hain jin ka spread bhi kam hai aur kuch ka tou spread zero hai lakin phir bhi unn mein itni dilchaspi nahin li jati aakhir iss ki kya wajah hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mjy to sab se ziada trading oil men hi pasand hai aur main to taqreban oil men hi trading krta hoon aur oil ki trading se mjy kafi faida hota hai isliye main to oil ko baqi sab pe prefrenpre deta hoon q k oil ki movement bahot achi hoti hai
    • #3 Collapse

      Dear currencies aur commodities k elawa apa ko bonds aur share b diye jat ehain aur online companies k share ki diye jate hain jin ko ap purchase kar k acha fadia hasil kar skte ho agae ap es ko seekh aur aur smjh k karo gy tu no doubt ap boht he behtareen faida hasil kar skte hoo aur apni life ko b enjoy kar skte ho...
      • #4 Collapse

        Dear friends mery khayal ma to major currency pairs and gold silver and oil ma ziada tar log trading karrt hen kiun k ye ziada mashoor hen and logon ko in ka ziada pata hy nahe to is k ilawa baqi bohat sari cheezen hen jin pa trading ke ja sakti hy kuch to aesi cheezen hen jin ko ham janty he nai hen
        • #5 Collapse

          bhai pehli baat to yeh hay kay logo ka mindset ban chukka hay kay currency trading aasaan hay or gold may profit bohat hay lekin ager aap kissi bhi company jesay facebook kay stock per trade kero aap ko news bhi aaraam say mill jayein gi or profit bhi hota hay
          • #6 Collapse

            kion nahe dost ap nay theek kaha hai forex main kafi traders hain jo k currency or metal trading main trade kerty ahin jes main kafe pairs hain jin main EURUSD OIL Gold han jin main khuch ka spread kum hai khuch like oil ka zero hai to humesha kum spread walay pair main trade kern ga to pher he app ache earning ker paing ay but ap ko technical analysis aen gay to pher app ksii bhe time ksi bhe pair main trade ker sagty hain
            • #7 Collapse

              AP sub NY sahi kaha but mujhy to lagta Hy k jis ko Jo passand Hy mean jis ma interest Hy us ma log zada trading kre rahy Hy ak lahaze Sy ya hi sahi Hy q k jis ma insan ka interest zada ho us ma kamyabi bi milti hy
              • #8 Collapse

                G han bilkul forex trading ki market main bahut ziada aur bi companies k pairs hain jin p hem trading kr sakty hain per her traders ki apni apni khushi aur pasand hoti hy k wo kis cheez p ziada trading krta hy aur mery khial main poori dunia main sab sy ziada trading currency k pairs p hoti hy kio k is p trading main jaldi jaldi profit earn ho jata hy aur ziada wait ni krna prta
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Mein nay forum mein aik baat note ki hai kay yahan pae log ya tou currency pairs aur metal trading ki baat zayada kartay hain jab kay forex mein aur bhi kafi pairs ya companies hain jin ka spread bhi kam hai aur kuch ka tou spread zero hai lakin phir bhi unn mein itni dilchaspi nahin li jati aakhir iss ki kya wajah hai
                  der main toh kabhi bhi kisi company ke spreading Nahi Ki Hai Aur Na Hai Mera Uske baare mein koi experience hai isliye Mujhe is baare mein pata Bhi Nahi Hai Ke companies Mein Kaise trading Karte Hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Slaam to all forum members.... kyun k zyada tar trading currencies par or commodities par hi ki jati hai is liye is ka zyada zikr kiya jata hai in cheezon ka idea bi easily ho jata hai online companies shares wghera ko smjhna mujhy thora mushkil hi lgta hai mery khyal mein zyada profitable b yehi 2no cheezain hain baqi har kisi ka apna level hota hai jisy jiska zyada ilam ho wo usi mein trading kr skta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X