forex main kabi b had se zaida aagay nai jao warna apna hi nuksan hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kabi b had se zaida aagay nai jao warna apna hi nuksan hai
    salam dosto main aap logo ko new mashwara de raha ho k forex main kabi b had se aage na jao warna loss or account wash hi ho ga matlab aap kabi b apny invest se zaida lot use na karo or na hi invest se zaida trade use karo har pair par apny invest or trade ka hisaab hota hai behtar hai math ki tarah pair par invest calculate kar le phir lot or trade lagay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen forex men had se ziada aagay ni jana chahiye q k hamen koshish krni hai hai k hamen apne capital aur apne experience se ziada ka kabhi bhi trade ni ni lagana chahiye q k jab ham over trading kren ge to ham apna saray ka sara sara balance bhi zai kr den ge isliye hamen koshish krni hai k ham over trading bilkul bhi na krun to behtar hai
    • #3 Collapse

      Dear frend mai ap ki es bat sy agree nai houn k hmy forex mai had sy aagy nai jana chaye bilky mera to yahe khayal hai k hm osi kam mai kamyab hoti hai jis mai insan had sy zayda gus jata hai tab he os kam ko karny mai maza b ata hai or kamyab b osy kam mai milti hai.
      • #4 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko forex ma apna haad sa zeyada nhi barna hoge es leya hum ko chaheya ka hum apni limit ma he raha to per hum ko achi earning hoge warna hum ko loss hoge ager hum apni limit ko cross karta ha es leya apni limit ma he raho.............
        • #5 Collapse

          G friends, bilkul thek kah rahay hain ap, hamain kabhi bhi big lot size use nai karna chaheay...q kah agar lot size bara hoga to trade loss main janay pa hamain bahut zayada loss hoga aur account bhi wash ho sakta hay....so always use small lot size.
          • #6 Collapse

            Forex aik business hey aur isko hamen fully decipline ke sath hi karna chahiye agar hum is business mein ziada emotional hokar had se ziada trades lagatey hein to phir hamen loss k siwa kuch hasil nahin hota hey isliye hamen always is par money managment k sath aur aik achey plan ke sath work karna chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Bhai ap na blkul thk kaha hai ka ap ko forex main zyada aga nea jana chaya ap ko ak limit main rahna chaya apni lots ko select krta howa khyal rakhna chaya forex ak aisa online business hai jis main ap ka pas agr knowledge aur experience hai tu ap kafi kuch hasil kr sakta han
              • #8 Collapse

                G bilkul had Sy agay jany sy nuqsan hi hota Hy hum jasy apni life ma mannaravi ma rahty Hy isi tarha forex ma bi mannaravi ikhtiyar krni chahiya or barhy loss sy bachna chahiya
                • #9 Collapse

                  dear ap bilkul thek keh rahe ho forex mai kabi b ap ko lalach kar k ya kisi b aur tarha se had se aage nhn jaaan aye ap k liye boht he nuqsaan de cheez ho skti hai es liye ap ko jaise jasie ap mehnat karo gy ap ko behtar rewrad b ho skt ahia soo ap ko chahiye k ap ahca kam karo aur achi earning k lie aur b aage chalo aur mehant karo....
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
                    salam dosto main aap logo ko new mashwara de raha ho k forex main kabi b had se aage na jao warna loss or account wash hi ho ga matlab aap kabi b apny invest se zaida lot use na karo or na hi invest se zaida trade use karo har pair par apny invest or trade ka hisaab hota hai behtar hai math ki tarah pair par invest calculate kar le phir lot or trade lagay
                    Ji Bhai Ye aapne bilkul theek Kaha Hame Forex trading main overtrading nahi karni chahiye bol ke Aisi trading Karni chahiye ke market Hamare against Bhi Jaye to Hame loss income Ho Aur Hum bade log se Bachche
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      bhai ap ny yah jo bat ki hai yah greed par depned karti hai es liye bahtr yahi hota hai k hum apni trading main lalach ko khtm kar k trading karen ta k hmain apni trading main loss na ho or hum os main acha profit earn kar saken es lie hmaisha apni trading main best analyse ko use karen or kbhi bhi zeyad k chakron main nahi parhna chahye jis se hmain loss ho jay q k greed insan ko kamyab gtrador nahi banny deti

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X