Forex trading ko seekhny main kitna time lagta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko seekhny main kitna time lagta hy
    ​Dear bro forex trading aik bahut hi complicated buisness hy is ko seekhny ke liy kafi time chay bulkey main to kahon ga ke sary life hi ap forex ko learn kerty hn, ap ko chay ke consistency ke sath forex ko seekhin, daily basis per aik schedule bna lain ke main ne forex ko itna time daina hy aur phir work kerty rahin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex ko sekhne k loye alot of time chahiye then hi ham forex ko sekh sakte hain agar aap forex ko aik hi din men sekhne ki koshish kren ge to aisa kabhi mumkin ni hai forex aik world wide buisnes hai isko sekhne k liye kafi time aur mehnat ki zarurat hai tabhi hi ham kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Forex trading ko sekhnay main zida time nhi laga ager ap ko koi professional trader mil Jay to only 1 month main ap 1 Acha trader ban sakty hain agar khod learn kerna hai to 3 month laga in gay damo per practice and pak forex forum per 1 month main hi pata chal jata hai senior trader say mil ker bohat jald seek sakty jo
      • #4 Collapse

        Dear ap ny bohut he achi thread banai hy waqi forex trading ek hard work hy aur is ko sekhny k liye full mehnat aur time ki zarorat hy kiyon k forex ko agar life time bhi sekhty rahein to bhi forex smajh to aye gi aur knowledge bhi kafi hogi lekin completely knowledge ni hogi kiyon k daily forex trading mein kuch na kuch nya hota hy aur markit kabhi bhi hamari commands par ni chalti kiyon k forex kisi ki bhi command per ni chalti wo khud command deti hy to trader ko markit ki command per chalna sekhna chahiye thanks
        Removed by moderator.
        • #5 Collapse

          Ji bilkul bht achi baat kahi hy app ne forex ak bht complicated business hy lekin is ka knowledge bht wasih hy is k seekhne ki koi limit nahi hy jitni achi learning ho gi utna hi acha profit ho ga or utni achi earning ho gi jahan tak baat hy is ko seekhne main time period lagne ki to ye app k uper depend krta hy k app kitna interest le rhay hain or learning kis tarhan kr rhay hain
          • #6 Collapse

            slaam to all members... forex pe trading krna ek mehnat talab kaam hai isko seekhny k lliye hmain bohat zyada knowledge or experience hasil krna prta hai kyun k in dono cheezon k bghair forex mein kamyabi hargiz mumkin nahi haii is ko krny se pehly hmain proper learning krni chahiye phir demo pr practice krni chahiiye phir hmain profit ki umeed rkhni chahiye
            • #7 Collapse

              Dear bro forex trading seekhna itna aasan kam nea us ka lya ap ko bahut mahnat ke zrorat hoti hai sab sa phala ap practice krta han phr ak acha sa teacher sa class lata han jo ap ko trade aur markete ka bara main btata hai ap ko chaya ka hamsha markete sa update rahan forex trading seekhna kabhe mukamal nea hota jaisa jaisa ap forex ko time data jaye ga ap ka experience hota jaye ga aur ap sath sath bahut kuch seekhta jaye ga aur yai seekhna hamasha chala ga
              • #8 Collapse

                Dear members forex trading main ap ka experience us banyaad pa banta ha jb ap forex trading main interest lain aur sath time bhi dain to phr main yehi kahn ga keh phr ap minimum time main seekh sakty hain magar ap as a time pas kren ga to fazool ho ga. Kisi achy senior se milen uski advice k mutabiq chalen aur phr un experience shuda baton ko apna experience banaen. Thanks dear members
                • #9 Collapse

                  jo jo waqat guzaray ga forex main changing hoty rehny hai agar hum daily k bajay weekly kuch na kuch new sikh lia kare phir phir waqat k sath sath hum professional trader bante jay gai jitna zaida sikho gai utna hi agay jao ga agar hum sikhe howay ho gai tab hi hamari trade profit main jay gi
                  • #10 Collapse

                    Its all depend upon your experience nd practice bcz bnda hr waqt sikhta rhta h jis trah us ki practice or experience barta jay ga us ki skills or abilities barty jay gi..issi trah forex trading ko sikhny k ly sary zindgi b lg skiti h jasy jasy ap is ko krty jao ga ap ko xyada knowledge milta jaya ga...so time ki koi condition nh hn...
                    • #11 Collapse

                      Dear seekhne mai tu aik week b nhn lagta bas ap ko es mai learning karni hogii jaise jaise ap aage chalo gy ap ko reward b osii tarha ho ga soo ap ko loss k bina earning hai os k liye ap ko mehnat k sth he fadia ho sktahia warna ap jitna b marzi zoor laga lo ye business ap ko kch nhn dene wala aur ap at the end loss he kar jao gy soo ap ko mehant karni hogii...
                      • #12 Collapse

                        Dosto trading aik aisa business hy jis ko jitna mrzi seekh ly es k knowledge khtm ni hota hy kiun k ye aik bht bra online business hy lkin trading ko seekhny k ly jo knowledge chy hota wo aik trader py depend krta hy k wo Kitna Tina lgta hy os ko seekhny Jitni zyda mhenat trader trading ko seekhny ma lgy ga utni jldi wo trading seekh ly ga
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikum dost apny tick bola hai tranding ko sekny mein 2 months lata hai .agar Koi senior dost hai apky sat tu 1month mein ap ek Acha trader ban sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                            ​Dear bro forex trading aik bahut hi complicated buisness hy is ko seekhny ke liy kafi time chay bulkey main to kahon ga ke sary life hi ap forex ko learn kerty hn, ap ko chay ke consistency ke sath forex ko seekhin, daily basis per aik schedule bna lain ke main ne forex ko itna time daina hy aur phir work kerty rahin
                            Forex trading as a business hai jis mein traders jitni Jyada learn karte hai wo Itna jyada hai acche traders Ban sakte hain Forex trading ka experience Banane Mein traders ko Kafi time lag jata hai lekin Phir Wo Ajay traders Ban Jaate Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex Trading aik hai to bhat mushkil business but is main humain learning ka acha moqa milta hai islye humain sahi tara se proper knowledge lene ke bad trading karni chaiye jo ke bohat zuari hai.. Sab se phele demo account pe practice karian or uske bad ap apni learning se andaza lga skte hain ke ap ko kis tara se handle karna hai Forex ko or kitna time chaiye ho ga ap ko.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X