khod ko control krna bhi zrori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khod ko control krna bhi zrori hai
    bhai Jan jb trading business krty hain to aap ka khod pr control bhi hona chaye Matlab aap ko koi achi trade bhi mil rhi ho tb bhi aap money management k sath he trade lga in yah na ho k achi trade dakh kr big lot lga din kun k hum ko confirm 100% to trade profit man nahi ja skti loss ka risk bhi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Khud ko control krna asal men apni tades ko control krna hai agar ham trading men khud ko control ni kr pkr pate hain to iska matlab hai ham kabhi bhi apni trades ko control ni kr paen ge isliye hamen mehnat krna hai aur apni trades ko behtar mony management se control krne ki koshish krni hai agar ham trading men jaldbazi se kaam len ge to ham apni incesinves ko bhi loose kr den ge
    • #3 Collapse

      Bhai forex main khud ko control krna bahut zrori hai kiun ka agr ap ka andr sabar nea tu ap forex pai profit nea kama sakta ap agr chahta han ka ap ak acha business man ban jaye tu ap ko her kam acha sa dakh ka krna ho ga kiun ka agr ap tezi sa paisa kamana chahta han tu forex pai ap aisa nea kr sakta kiun ka forex pai ap ko step by step aga jana hota hai mera hisab sa ya ak buri adat hai
      • #4 Collapse

        Basically forex trading main ap k emotions ka bht kehra asar hota ha jb ap forex trading main apny emotions pa control kr laity hain to shaid yeh aik ap lia kamyabi ka bht bara zarya ha q k maximum traders naqam is waja se hoty hain keh jald bazi main rehty hain aur phr khud ko loss main dibo daity hain is lia har cheez pa control bht zaroori aur ahm factor ha.
        • #5 Collapse

          forex main had se zaida aage badnay wale ka loss hi hota hai behtar hai apny had main reh kar trade kare kabi b invest se zaida lot or trade use na kare agar yeh ulta aap k khilaaf nikal aay to boht zaida pachtana b par sakta hai or trade b phans sakty hai agar aap k pass new invest na howi waqat par phir account b wash ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Forex member khod per control kerna ap y capital per cantrol hai agar hum ap y emotion per qabo paa lain to overtrading nhi ho gi mistake bhi nhi ho gi control ki waja say new trade open nhi ho gi chahey human trade achi mil rahe ho pechli trade closes ker k new trade lain wait and watch k sath trade krain
            • #7 Collapse

              Yes dear forex trading mein khud ko control karna bohut he zarori hy kiyon k kabhi kabhi hum mein confidant hota hy k ye trad lazmi ap k haq mein jaye gi tub bhi ap khud per control rakhein taky ap ko profit bhi ho aur loss na ho
              Removed by moderator.
              • #8 Collapse

                Dear trader zaruri bal k bahut ziada zaruri hay k ap control ma rehty huay trade kren ap jb b out of control ma hon gay to ghalat lot laga daen gy jo k ao k liay loss ka bais ban sakti hy aur josh say nahi hosh sy kam krna chahiay
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul bht achi baat ki hy app ne trading aisa business hy jis main humain apne app per control hona chahiye loss or profit dono conditions main jab humain profit ho rha hota hy to bhi hum emotional ho jatay hain or lalach kr k apna loss kr laitay hain or jab humain loss hota hy to bhi hum loss se dilbardashta ho kr emotional ho jatay hain or aisay mazeed loss kr daitay hain lehaza trading k doraan humain khud per control hona chahiye
                  • #10 Collapse

                    dear friends, forex ki market kabhi bhi apni direction change kar sakti hay aur ap ki trade k opposite direction main ja sakti hay...so strong signal milnay par bhi ap ko lot size kam rakhan chaheay ta kah agar market reverse ho jaay to zayada loss na ho.
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ak business karta ha to per hum ko business ka be pata hona chaheya ka business is the mean of loss and profit ager hum ko loss hote ha to per be hum ko sabar sa kaam lana hoga or apna apka oper control karna hoga laken ager hum ko profit hote ha per be hum ko garore nhi karna hoge or hum ko apna apko control karna hoge.........
                      • #12 Collapse

                        G Hn Dosto hmain trading ma apny hm control rkhna chy or hmara ye control kb b khtm ni hona chy msal k tor py hmain khe sy news milti hy k fla pair ny upr ko jna hy or hm big lot lga dy lkin hmra money management etna ni k hm big lot lga dy to pair shyad nechy ko aa jy or ap ko kafi loss ho jy kiun k 100 percent to koe ni bta skta k market kha jy gi ye to sirf andaza hota hy es ly es mamly ma khud py control rkhy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex mein jitna ziada aap apne aap par control kartey hein aap is mein utna hi ziada achi trha se kamiab hosaktey hein aur forex mein khud par control karna hi apko aik acha trader bana sakta hey aur aap is se achi income get kar saktey hain.
                          https://t.me/pump_upp

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X