Account wash hony ki ak sb sy bri wja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash hony ki ak sb sy bri wja
    Assalam o Alaikum friends. Mery khyal me account wash hony ki sb sy bri wja overtrading hy.. Jb ksi ki koi trade loss dy jaye to wo usy recover krny k liye usi wqt ar zyada trades lgaty hn ar account wash krva bethty hn.. I think agr ap ko loss ho jaye to us din trading mzeed trading na kren.. Next day fresh mind sy dobara start kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee haan jee aap nay achi baat ki hai aor insaan ki nature main hoota hai ky loss hoo jaye to us ko recover karny ky liye mazeed trades open kar leeta hai ao ais tarah wo mazeed loss main phans jata hai ais liye kaha jata hai forex mai saber aor cool minded hoona boht zaroori hai aor aik ghalti ka bad doosri ghalti sy bachna boht zaroori hai
    • #3 Collapse

      Account hamesha hamari esi mistakes ki waja se hi wash hota hay jo hamy nahi karni chaye, esi mistakes ham bar bar karty jaty hey aur es se ham kabi be lesson nahi lety, over trading ho ya greed ham es par complete control hasil karna chaye.
      • #4 Collapse

        Bhai main yai samajhta hon ka jab bnda ko forex pai lose tab bnda kosish krta hai ka zyada earn kra aur us soch main bnda apna account wash krwa leta hai ak aur bri waja account wash hona ke yai bhe hai ka bnda ka pas us chez ka knowledge nea hota jis pai wo trade laga raha hota hai ap ko chaya k jis pai ap trade kr raha han us ka achi trah knowledge lan phr ap us pai trade kran
        • #5 Collapse

          Dear ap ki bat thek hy account wash ki sub sy badi waja hy OVER TRADING over trading mein stop loss use ni kiya jata aur loss per loss hota jata hy trader trads ko mazid ziyada karny lagta hy trads ki tadad badh jati hy aur loss per loss badh jata hy aur account washd ho jata hy to is sy bachein aur 1 trad he lagein money management ko dekhty howey aur chahy stop loss use na krein lekin mazeed trad na lagaein aur usi trad ko khud sy recover hony diya jaye
          Removed by moderator.
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat bilkul theek hay k trading main loss aik tou wajah over trading hayvaur dosra ye k jab hum market ko analys kiay bina hi trade karte hay tou is surat main bhi humae loss ka samna karna parta hay jab bhi ap trade lgane lage pehly market ko analys kare aur dosra loss ki surat main kisi kisam ki jald bazi na kare aur kam loss ko accept kare
            • #7 Collapse

              jee haan aap ny theek kaha hai account ko save rakhny ky liye over trading sy bachana boht zaroori hai aor jab bhi kisi trader ko loss hoo jaye to us ko kuch dair ky liye trade ko choor kay cool minded hoo ky dobara trade laganee chahyee baaz okaat trader loss ko recover karnay ky liye mazeed loss karwa leeta hai jis sy account bhi wash hoo jata hai ais liye saber sy kaam leena chahyee
              • #8 Collapse

                yes sir is main koi shak nai hay jub hamain kisi pair main lose ho jata hay to ham markeet k sath zor lagan start kar daitay hain bar bar order lagatay hain k jaldi say hamara lose recover ho jaye aur aisa ho nai pata hay asal main us wakt markeet ki condition change hoti hay,markeet thori upset hoti hay aur hamain bahut jaldi hoti hay recovery ki jis ki wajha say hamara account ka jo balance bacha hota hay wo bhi washed ho jata hay so hamain aisi mistakes say avoid karna chaye jo hamaray lose ka sabab banti hain.
                • #9 Collapse

                  yes account wash karny ki dear kafi reasons hain jn main aik ap ka greed factor aa jata hai dasara ap k pass knowledge ki boht kami hoti hai our demo experience bhe aksar new traders k pas nahe hota hai our jab wo live account main live market main trade kerty hain to pher wo forex market ko understand nahe ker patay hain jis say un ko loss hota hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bilkul bhai apki baat theek hai lalach hamen kahin ka ni chorta isi trah jab hum ko is field mein loss hota hai to us ko recover krne k lie hum double trade lagaty hain jis ka nuqsan yeh uthana parta hai keh hum hamara account wash ho jata hai aur hum kahin k bhi ni rehty is lie is se bachne mein hi bhalai hai

                    اب آن لائن

                    avatar Ayeza
                    avatar Sno
                    Working...
                    X