Hard work for success or go to the right path slowly?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    DEARS INSTA FOREX MEMBERS: i think hard working ALLAH ki ata ki hui ak nemat he or jo insan hard worker hota he success us k qadmon men hoti he, or agar hum ahista ahista hard work karte rahen to zarur success hun ge..............
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
      Hard work is very important but the hard work should be done in the right path. If you work hard in the wrong direction than its not worthy. Its like you are trying to lift a building by your own hand. If you use a crane you can easily lift a building. So focus and work hard on the path that will bring success.
      har koi chahta hy k usy success hasil ho isliye har koi hard work karta hy agar ap chahty hain k mujyhy slow slow success hasil ho to ap hard work na karen balky thori thori learning daily karen apko success zaror mil jaye goi
      • #213 Collapse

        I think they both should go hand in hand, slowly kisi cheez ko nai karna chaiye balke soch samaj k karna chaieye hard work k bgair tou koi raasta he nai hai forex market ke andar and hard work ke saath better practise bhi zaruri hai lekin haan right direction and hardwork aur practise
        • #214 Collapse

          ya brother na boath ache baat ke ay ka forex markt ka bary main zaida sa zaida learn karhn ta ka ap ko forex market ka bary main experience hasil ho aur ap easily forex market main kaam kar sakhn
          • #215 Collapse

            dono hi rasty theak hain ap hardwork akrain or is rasty ko follow karain jo k aik acha trader bnany k lye zaroori hay so apko chahye sahi procedure ko follow karain takky apko loss na ho or koi shortcut way adopt naheen karain warna loss ho sakta hay
            • #216 Collapse

              Trading me ap ko hard work karne ki zarorat nahi he han lekin ap ko trading ke bare me jitni zaida malomat ho utni achi hogi or ap ko earning bhi ziada ho gi ap is me part time kam kar ke bhi achi earning hasil kar saktey ho is ke ley zarori he ke ap k pass tradng ki enough knowledge or information ho.
              • #217 Collapse

                dost apne bohat achi post ke hy main ap ke is se bat se agree karta hon hamin hameesha kamyab hony kay liye aur forex mani ziyada se ziyada profit hasil karny kay liye small volume ke trde he lagani chaie is e hamin market ke trend ka pata lagta hai.
                • #218 Collapse

                  koi b kam ho hard work lazi chez ha success k leay forex main to hard work basic factor ha or aista aista agy berhna b risk free hota ha forex main is sa ziyda loss sa bacha ja sakta ha
                  • #219 Collapse

                    kesi be way sy ap jaye but us main hardwork ho chiye slow jaho ya fast ap ko sucess ka he way mela ga aik din but greed ky way per chalye gy tu per loss melta hai himsha ap ko forex main is lie souch ker trading kerni chiye
                     
                    • #220 Collapse

                      Bhai jaan forex me hard work kafi zaroori hai hum is kaam me jitni mehnat karte hain hume utna hi forex me kaam karne me maza aata hai hume acha khasa knowledge hasil hota hai forex ka.......
                      • #221 Collapse

                        agreed slow and study win the race ke bat ap sub ny suna hai aur is he principle per work kiye ekro aur ap hardworking kerte jaho slow slow ap ko sucess ky ghreeb be jate jaye ge aur earning ky be distance kahtam hota jaye ga
                         
                        • #222 Collapse

                          DEARS INSTA FOREX MEMBERS: hard working bohat zaruri he but hard work hum ko forex ky rules ko follow kerte huye kerni he, ye nahi apni hi marzi se hard work karen, balky forex k mutabiq karen...........
                           
                          • #223 Collapse

                            agr jo insaan hardwork pe yakeen rakhta hai usay dair se hi but kabhi na kabhi acha result zaror milay ga isi lye humein hamesha hardwork pe yakeen rakhna chahye
                            • #224 Collapse

                              forex m slowly earning best ha or s me ak traer ko hard work se kam krna hota ha nahi to forex traders jo lazi hote hen un ko forex me loss ho jata ha or wo bohat peche ra jate hen meri tra se islie is me hard work se kam kr k age bhro or sb hsil kr lo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                mare kahayal me aap ko forex may kafi hard work karna parta hay our kafi experience hona chahiye to aap aik achay trader ban saktay ho lakin is kay lye aap ko kafi time lagana parta hay forex may phir aap jakar aik achay trader bantay ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X