Trade with fresh mind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with fresh mind
    Friends jab b forex trading karen to fresh mind ka sath karen and us waqt koi trade open na karen jis waqt ap busy hun ya mentally relax na hun kiun k aesy waqt banda aksar ghaltian karta hy and sahe decision na hony ke waja sy koi trade ghalat lag jati hy to loss ho jata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap ny bilkul thek kaha hai k k trading k wakt humein kisi kisam k preshani nahi honi chahiey trading hamesha cool mind k sath karni chahiey q k jb hum tension mein hn gy tu gjaltian bhi hn gi aur humien loss uthana pary ga iss ley without tense forex trading karien aur jald bazi na karien
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat sahi hy forex trading bohut he ziyada mushkil hy humein relex ho k trad karni chahiye humein dusry kam k waqt koi bhi trad open ni karni chahiye humein apny nurves mind sy bhi trad ni karni chahiye hein josh mein bhi trad ni karni chahiye humein khud per control karny k bad trad karni chahiye
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        ji haan janab boht achi baat ki hai apne forex main humain tabhi trading karni chahye jab hum cool fresh mind ke saath hun humare paas koi tension wala mahol na ho forex main hum knowledge aur experience ke saath saath mind ka hona bhi boht zaruri hai tabhi hum achi trading kar sakte hain aur achi earning kar sakte hain werna tension main sirf loss hi hai
        • #5 Collapse

          Forex trading ki market main jab ap tarding kar rahay hotay hein to apkay mind ka fresh and cool hona bohat zaroori hai apka sara focus tarding per hona lazmi hai agar ap ka foucs forex per nahi hoga to is per working karna aor tarding karna apkay liye kafi difficult ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Dear brother aslamoalikum ap nay bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon no doubt without fresh mind trading main success bahut hi difficult hai lahiza hamesha fresh mind say trading ki jiay aur her trade laganay say phlay khob janch lia jiay marketing ko phr trade lagar jiay
            • #7 Collapse

              G bhai trading k lye te bht zruri ha k ap relex hn ap ka mind fresh and cool ho tention me trading krna loss ka sabab bn skta ha.ta k ap behtareen trading kr sakaen.aur apny lye achi se achi opportunities talash kr sakaen.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
                Friends jab b forex trading karen to fresh mind ka sath karen and us waqt koi trade open na karen jis waqt ap busy hun ya mentally relax na hun kiun k aesy waqt banda aksar ghaltian karta hy and sahe decision na hony ke waja sy koi trade ghalat lag jati hy to loss ho jata hy
                Assalamu Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Mere Khayal Mein Bhi Ye sabse zaroori baat hai ke hum Jab Bade Kare Toh Apne Man Ko fresh Tak ke for mentally Thor parallax Hoon tabhi Hame market ki movement Kismat aa sakti hai aur hum galti se bhej sakte hain Agar Hamare main main kuch aur baat Hogi toh hum jaldi kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
                  Friends jab b forex trading karen to fresh mind ka sath karen and us waqt koi trade open na karen jis waqt ap busy hun ya mentally relax na hun kiun k aesy waqt banda aksar ghaltian karta hy and sahe decision na hony ke waja sy koi trade ghalat lag jati hy to loss ho jata hy
                  Assalamu Alaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Mere Khayal Mein Bhi Ye sabse zaroori baat hai ke hum Jab Yaad Kare Toh Apne Man Ko fresh Rakhe aur mentally Tor parallax Hoon Kabhi Hame market ki movement kisamat aa sakti hai aur hum Galti Mujhse by sakte hain Agar Hamare mind mein kuch aur baat Hogi toh hum jaldi kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jo be trading karta ha wo fresh mind sa he kara ha to per hum ko bohat achi earning hoge es leya hum ko chaheya jo be trade hum karta ha wo fresh mind sa he kara to per hum ko bohat achi earning hoge hum ko ..............
                    • #11 Collapse

                      Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ais market mai fresh mind se trade lagaty hai to ais mai ye hai k hum ko ais mai achi trades milti hai agar hum ais market mai achy analysis karty hai to hum ko ais mai jo trade milti hai aus ka acha tp hota hai aor aus mai hum zayda faida autha sakty hai ye ab hum par depend karta hai.
                      • #12 Collapse

                        Yea Bro apny tick bola hai fresh mind pa trade open karny say bad mein apko kisi kasam ki prashani nahi hogi .lose ka samna be nahi Ho ga kio key fresh mind pa trade lagny say kio halal nahi hota hai. Lose say be Bach sakty hai
                        • #13 Collapse

                          G bilkul achi bat ki ha ap ne k trading krty huwe trader ka mind trading ki taraf hona chaye .or koi tension na ho matalab upset mood main trading na kray .fresh mind k sath trafing main maza ha nhi to trading pe bht ziada effect krta ha .trader ko acha trader banay k liye forex ke rulles ko follow krna chaye
                          • #14 Collapse

                            Achi suggestion ha apki kyun k trading ka taluq mind say ha aur mind say he hum decision letay hain k trade lga dain ya nai lekin jn hmara mind fresh nai ha ya hum kisi vja say bahut thakawat feel kr rahay hain to merat khayal main aisi situation main trading say avoid krna chaeay. Fresh mind say trading krnay say achay results malain gay so always trade with fresh mind
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han dear ap ny bht e achi baat share ki hy jbb ap ka mind fresh ho ga too ap bht e achi posts share kar paoo gy q ky tbb ap k mind main bht e achy achy sawalat aatey hain or ap us time bht e achi posts kar saktey ho...in simle words jbb ap ka mind fresh hota hy too ap apney knowledge and experience sy bht e achi achi best posts share kr saktey hain..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X