Starting mein kis currency pair par trading karien
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Starting mein kis currency pair par trading karien
    Dear friends pochna ye tha k new member ko jo bonus milta hai unhien starting mein kis currency pair par trading karni chahiey q k main khud new hn kindly koi member apna experience share kary ta k hum new members faida utha sakien q k starting mein loss ho jay tu wo ziada effect karta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brother aslamoalikum dykhain yeh waqt k hisab say hota k us time kon si currency ki kia value hai kon su behter ja rahi hai aur kon si down yeh decision ap usi waqt lain ga jb apnay trade krni ho gi halat ko dykh k aur sooj smj k analysis kr k aur grounds factor dykh k jo trading ki jati hai wohi kamyab trading hai
    • #3 Collapse

      Mery khayal ma to starting ma major currency pairs ma trading karni chaye kiun k aik to in ma spread kam hota hy and doosra in ke movement itni fast nai hoti isi har koi starting ma major currency pairs ma he trading karta hy
      • #4 Collapse

        Shehri bhai mein bhi new aya hu is business mein aur mere khayal mein hamen demo par ziada se ziada work karna chahiye aur phir hamen dekhna chahiye keh humen konsa pair ziada faida de raha hey aur kis pair ka trend clear hey usy pair par hi hamen trade karni chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          dear is baat ki forex main koi aehmiat nai hay k hamain forex joining k baad sab say pehlay is pair pay trading karni chaye us pair pay nai karni chaye hamaara asal maksad hay k ham earn kitna kartay hain hamaray pass earning k liye knowledge kitna hay in baatonki aehmiat hay forex main baki sab fazool hay so hamain wo kaam karnay chayen jin main hara faida ho .
          • #6 Collapse

            Dear starting m un pair pr trading karni chiey Jin ka spread km a ya un pair pr Jin Ke movement km hoti a oil b theak a q k is ka spread boht km a aur sath new logoo ko lot size km se km rakhna chiey aur try earning ke ni blky learning ke honi chiey theak a start m Shahid Ap reasonable na o lekan seekhny ko boht khuch mily ga
            • #7 Collapse

              dear friends, kisi bhi new trader ko starting main gold and oil pa trading nai karni chaheay q kah un ki market bahut zayada completed hoti hay....un ko currencies par trading karni chaheay aur us main eur/usd ka pair kafi simple hay so esi pa trading karni chaheay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Hmesha trading km spread waly pair par karni chahiye agar ap new ho to main apko kahun ga eurusd par trading karain ye best pair hai is par movement slow hoti hai aur spread bhi kam hota hai is liye isky analysis b easy hoty hain is liye is par trading karna asan hota hai

                اب آن لائن

                Working...
                X