Kia forex trading main experience hasil kerny ki koi limit hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex trading main experience hasil kerny ki koi limit hy
    ​Dear forum members forex trading main experience ki bahut ziada importance hy jitna experience hi ga utny ziada earning ho ge, forex trading main experience ka hasil kerna sary life chalta rehta hy keon ke forex trading aik aisa buisness hy jis main experience aur trading dono ka choli damun ka sath hy, waisy to experience her field main hi chay hota hy lkn forex main to bahut ziada important hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dosto forex trading ma experience ki koe limit ni hy Jitni ap trading ko krty jy gy ap k experience ma utna he azfa hota jy ga or jitna zyda ap ko time k sath experience hota jy gy ap ki earning b utni he zyda hoti jy gi agr ap k experincee ma azfa ni ho rha ho ga to es saf zhar ho ga k ap ki earing ma b azfa ni ho rha ho ga
    • #3 Collapse

      Ji bilkul bht achi baat kahi hy forex aisa businesshy jis main experience ki bht importance hy experience k bgair is business main kamyaabi namumkin hy is main experience gain krne ki koi limit nahi hy jitna experience zyada ho ga ak kamyaab trader wo hi hota hy har roz forex k baray main new experience gain krta hy or phir ak din wo forex ka master ban jata hy
      • #4 Collapse

        Bhai forex trading main experience hona bahut zrori hai kiun ka agr experience nea ho ga tu ap hamsha trading main lose he paye ga experience ke koi limit nea forex main jitna experience ho ga utna fiada hai aur jitna ham forex ko zyada istamal kran ga utna zyada experience aye such tu ya hai ka forex hai he experience ka sath early experience ka lya sab sa best demo hai
        • #5 Collapse

          Dear ap jitna seekho gy otna he ap k liye acha hai elhaza ap es cheez ko bhol jao k seekhne ya experience ki koi limit hai ya nhn q k jab tak ap seekho gy nhn ap ko reward hasil nhn hone wala es liye ap mehnat karo aur apnii life ko b set karo aur acha earn karo ta k ap ko apni life ko aage le kar chalna pare aur ap acha earn karo..
          • #6 Collapse

            G ap ki bat bilkul theek hay k hun jitna bhi experiance hasil.kar lay trading se related humare liay kam hay kiu k forex aik aesa business hay k is main kamiab hone k liay hum jitna knowledge hasil kare jitna experiance hasil kare humare liay kam hay jesejese h8m teading mai. Time soend jarte hay hum is k ups and downs ko aur zada samjhne lagte hay aur aur hi are knowledge main bhi izafa hota hay
            • #7 Collapse

              Insaan ke zindge ma jesy har din aik neya din hota hai aur uska experience pichly din sy alag hota hai esii tarha trading main bhe har din aik neya din hota hai aur daily apko kuch na kuch naya seekhny ko milta hai. Lehaza experience ke koi limit nahe hai apko daily kuchnakuch seekhny ko milta hai.
              • #8 Collapse

                Forex trading main trading ka jitna ziada ap ka experience ho ga ap ko utni ziada earning ho gi aur ziada experience ap ko tab aay ga jab ap maximum trading ki practice demo account p kro gy to kio k liy investment sy pehly expert yehi kehty hain k demo account p pehly demo account p trading ki practice sy experience gain kro phr ap forex trading main trading k liy investment kro
                • #9 Collapse

                  forex trading k leye experience ki zarorat hai lekin us ka sath sath sabar ki zarorat hai kyo k is main trading karte waqat aap ne sabar sy kaam na leya to aap nuqsan hi uthayenge to meri knowledge k mutabiq experience k sath sath aap sabar bhi rakhen.
                  • #10 Collapse

                    dear Forex trading main experience ki koi limit ni hay admi sari life he is ka knowledge hasil keta rhay aur is ka experience hasil kerta rhay to b wo is main complete ni ho sekta is lie Forex main apne ap ko ziada expert semjne ki bjay student he semjna chahie aur over confidence se avoid kerna chahiel.
                    • #11 Collapse

                      forex trading business mein experience buht ehm hy ap jtna ziada experience hasil karain gay utni achi trading kar k acha profit earn kar saktay han aur js kaam mein experience hasil karna ho us ko ziada kiya jata hy aur ap trading ko jtna ziada karain gay ap ko ziada experience ho ga aur experience ki limit koi nhi hy trading ka har din new experience hota hy
                      • #12 Collapse

                        Experience umlimited hota ha ap per yeh hota hai ap kitna expeience hasil karna chahtay hein 2 saal 5 saal ya 10 saal jitna zayada ap work kartay hein is per apkay experience main usi tarah say izafa hota chala jata hai aor apkay kaam main aor behtri ajati hai jis say apki earning aor increase ho jati hai.
                        • #13 Collapse

                          Dear forex main experience ki koi limit nai aur agr hum forex say in touch rehtay hain to hmain idea ho ga k hum forex say roz kuch na kuch seekhtay hain. Forex main agr aik admi baghir experience k trading start ke deta ha to 99% loss k chance hain so sb say pehlay acha say experience hasil krna chaeay us k bad trading start krni chaheay.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                            ​Dear forum members forex trading main experience ki bahut ziada importance hy jitna experience hi ga utny ziada earning ho ge, forex trading main experience ka hasil kerna sary life chalta rehta hy keon ke forex trading aik aisa buisness hy jis main experience aur trading dono ka choli damun ka sath hy, waisy to experience her field main hi chay hota hy lkn forex main to bahut ziada important hy
                            Assalamu Alaikum Mere Bhaiya Jitna Marzi Kisi Bhi Gham ka experience Hassan Karle Woh Kam Nahi Hota Hai all trading business Ek bahut critical aur ek bahut phulwa business Hai Isko samajhne ke liye aap ko bahut jyada waqt darkar hai agar aap Iske experience acche se Hasil kar le toh aap Bura toh Raat Amir ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                              ​Dear forum members forex trading main experience ki bahut ziada importance hy jitna experience hi ga utny ziada earning ho ge, forex trading main experience ka hasil kerna sary life chalta rehta hy keon ke forex trading aik aisa buisness hy jis main experience aur trading dono ka choli damun ka sath hy, waisy to experience her field main hi chay hota hy lkn forex main to bahut ziada important hy
                              Assalamu Alaikum Mere Bhai aap Jitna Marzi Kisi Bhi Gham ka experience Hassan Karle ko Kam Nahi Hota Hai aur trading business Ek bahut critical aur ek bahut phulwa business Hai Isko samajhne ke liye aap ko bahut jyada bekaar hai agar aap Iske experience acche se Hassan Karle Tu aap raato Raat Ami ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X