Forex mein kaam karnay ka behtreen waqt
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein kaam karnay ka behtreen waqt
    Dear forex members assalam o alaikum forex k platform se aap apnay aur apni family kay liye aasanian paida kar saktay hain kai dost timing ki problem ka kehte hain forex mein aap jis waqt bhi kaam karen yaani aap ko jo bhi time mile aap kay liye wohi behtreen time hai lakin time nikalna bahot zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brothers mere khayl men to forex men kaam krne ka behtreen waqt Pakistani time k motabiq london aur newyark sessions ki overleaping k time hota hai aur ye taqreban shaam 5 bjy se le ker raat 9 bjy tak hota hai aur iss time men ham kafi achi earnings le sakte hain q iss time men market men movement achi khasi hoti hai
    • #3 Collapse

      Forex ma bhtreen waqt subha ka Hy jab hum fresh hoty Hy but ya koi job Ni Hy ya bussiness Hy is ma hum kisi bi waqt kame kre skty Hy or trading k liya sahi waqt evening Hy jab market ups and down ho rahi hoti hy
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai forex kay lye time nikalna bahut zaroori hai aur iss ka koi makhsoos time nahin hai balkay 24 ghantay mein se aap kay pas jo free time ho woh aap forex mein laga saktay hain aur iss ka bhi aap ko faida ho ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Wa Alaikum Assalam, janab agar forex trading men sanjeedgi se kam karren to yeh waqeaee earning ka zareya ban sakti ha aor iss se har qissam ke zindagi ke amoor men madad hasil ho sakti ha

          اب آن لائن

          Working...
          X