Recovery of loss a huge tention?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Recovery of loss a huge tention?
    Salam dear friends forex aik aisa business ha js mein ap k hawas ka baidar hona bht zruri ha.hazir demaghi aur cold mind yehi 2 cheezain js bndy mein haen wohi es business me kamyab ha.tention bht berhi dushmen ha traders ki jb hm ko loss hony lagy tu hamaen chaye k 1 se 2 din trading chor daen ta k hamara mind thora cool ho jye.us ki waja ye ha k jb hm loss krty haen tu hamaen bht taklif hoti ha hm bechain ho jaty ha us ko recover krny k lye aur usi doran hm apna mazeed loss kr beth,ty ha es lye es chz se bachny k lye professional yehi madhwara daity ha k ap loss k bd kch din trading na krean agr ap ko apny ap pe control ni ha tu.ta k jb ap dobara market mei aen tu freash mind k sth aen aur phli wali ghalti na dohraen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother apki baat darust hai loss ki recovery bahot barri tension hai magar aap sochen agar apka account real ho aur apko loss ho jay to phir bhi to apko recover krna hi parta hai isliye ap isse real account smajh kr hi use kia kren aur aap itni barri trades ko active hi na kren jo aapki loss men challi jaen tabhi aap kamyab ho sakte hain otherwise aap kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain aur aap har month apne bonus ko waste kr den ge
    • #3 Collapse

      G janaab aap nay bilkul saheeh kaha forex mein hazir dimaghi aur cool minded rehna bahot zaroori hai kyunkay jald bazi aur tension say kaam kharaab hi hotay hain aur bilkhasoos forex mein tahamul mizaji aap ko behtreen nataij dila sakti HAI
      • #4 Collapse

        G han bro bonus account ki recovery bahut mushkil aur hard hy,ap ko chay ke aisy strategy bnain ke ap ko loss na ho,aik bar ager ziada loss ho jai to recover kerna bahut mushkil hota hy,is liy ap ko chay ke trade khud close na kren bulkey trade ko auto close hony dain
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          mery bhae aik tension to hoti hai par app ager learning say earning kerna chahty hain to pher ap ko loss ki koi tension nahe hoti hai app just trade little laga k to thora thora ker k usi strategy pay amal kerty hoey pher say account ko loss free situation main lay atay hain dosto mehnat kerean pher he ache earning ho ge
          • #6 Collapse

            Loss ki recovery waqaee bahut bara problem hai aur iss ko recover karnay mein kabhi bhi jaldi na karain balkay sabar se kaam lae kar iss ko slowly recover karain aur aik aik trade laga kar ahista ahista recover karain
            • #7 Collapse

              Nahe brother easi koi baat nahe hy account maen recovery kerna muskil nahe hota hy bus app apny oper control rakha karean our small lots ko use ker k recovery kerny ki koshsh karean gy to pher app easily apna loss recover ker laen humean us maen bus patients k sath work kerna hota hy her situation maen apny sense ko kabo maen rakh k kaam krna hota hy
              • #8 Collapse

                G ap.ki bat theek hay k forex trading karte waqt humae bilkul cool mind ho kar trading karni cahiay aur agar humae trading k doran loss hi jata hay tou hum relex rahe aur cool mind ho kar kam kare mazid koi mistake kar k apna mazid loss na kare aur achi trade ka wait kare take loss recover ho sake
                • #9 Collapse

                  forex main loss ki tention tab banty hai jab hum kam invest se big lot rakh kar trade karte hai bad main kisi time b phans jate hai seb se big tention tab banty hai jab hum sari investment forex main kar daite hai jab trade phansty hai hum ko apny forex ko bachanay k liay new invest b nai hotay phir account hi wash hota hai
                  • #10 Collapse

                    Yes dear apki bat sahi hy forex trading mein cold mind ki zarorat hy sbar ki zarorat hy forex mein wo he trader kamiyab hota hy jo coold mind aur bardasht wala hota hy to forex trading mein coold mind k sath kam karein
                    Removed by moderator.
                    • #11 Collapse

                      dear friends, yah bat to ham sab jantay hain k forex ek risky business hay aur es main loss ata rehta hay but kuch traders aisay hotay hain jo loss anay pa pareshan ho jatay hain but phr bhi trading kartay hain jis ki waja say woh market ko sahi analyse nai kar patay aur un ko mazed loss aa jata hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear forex mai jab tak ap acha kam nhn karo gy seekho gy hn ap ko idea nhn ho ga k ye busienss ap ko kese kam mai aa skta hai forex mai loss k bad mostly log recovery mode mai chalte jate hain osn se sirf aik he baat kehna chahta hon agar ap loss he karna hia tu es business mai aate q ho ap loss k liye aysa mat karo apna time aur money waste mat karo...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X