Mehnat ka phal zaror mita hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat ka phal zaror mita hai
    Dear forex members assalam o alaikum kehte hn mehnat mein azmat hai koi shak nahi Allah pak kisi ki mehnat zaaey nahi karta chahe wo kisi bhi achhe kaam mein ho main bhi aap sab ki tarah forex ka aik chhota sa hisa hn Allah pak ham sab ki madad farmaey aamin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai bilkul theek keh rhy hn ap... Mehnat ka phal zroor milta hy.. Mehnat kbi zaya nhi jati chahy forex me ho ya ksu aur kam me... Lkn forex me mehnat asl mtlb nhi smjh rhy log... Log tuky lga k kehty hn k hm ne mehnat ki thi.. Lkn tukky pe trade krna koi mehnat nhi hoti... Apny analysis krna asl mehnat hy
    • #3 Collapse

      Baat bilkal darust hai apki, mehnat jab ke jaati hai to Allah pak uska phal bhe zaroor dety hain. Mehnat karni chahey ye achi baat ha magar us kay sath jis cheez par mehnat ke jaay us ke har cheez ko samjhna aur us par amal karna lazmi hotaa hai. Maslan agar ap mehnat krka strategy bnaaty hain lekin jab amal karney ki bari ati ha to ap apney jazbaat ke wajha sy us par amal nahe karty to wo mehnat zaya ho jaati ha. Lehaza mehnat lazmi karen aur us ka tareeka kaar aur amal yakeene bnaain.
      • #4 Collapse

        Aap ki baat billkul darost ha dunya ke har kaam men mehnat kabhi zaya nahen jati agar hum mehnat se koey bhi kaam karren to koee waja nahen keh hum nakam ho jaen.Lehaza forex forum men har kissam ka experience hasill karne keliay zeada se zeada learning and demo practice par focus karren
        • #5 Collapse

          Dear member business koi bhi ho ya koi kam ho mehnat to zaror hai kamyabi mehnat k sath Es ka pal profit ya Jo salree milt hai wo mehnat ka pal hota hai me at kertay jao pal zaror milay ga mere nazami trading ka 1 rule bna lo kamyabi hi kamyabi
          1>;: over trading. Greed. Mistake. Overconfidence en sab say beach Jay to ap succsfull ho
          • #6 Collapse

            Agar ap aik dafa mehnat ker ky forex trading ko achi terha learn ker lety hain then is mehnat ka phal apko puri life achi earning ki surat main milta rehta hai so zaruri hai ky ap jab forex market main amount invest kert rehy hain tou usko waste kerny ki bajaey pehly forex trading ko achi terha learn ker lain tab trade open kerain
            • #7 Collapse

              Mehnat tou kisi field main bhi ki jaey tou phal zarur milta hai agar ap aesy hi forex trading main bhi mehnat kerty hain tou apko yahan per bhi success zarur milti hai isliay jab bhi kisi pair main trade open kerna chahain tou success ky liay tamam options ko use kerain ky loss ky chances kam ho sakain
              • #8 Collapse

                Ha dost apny tick bola hai mehnat ka ka pal meta hota hai .our mehnat karny say melta hai. Menhnat karny apko Acha mukam Mel sakta hai. Lakin barpoor mehnat karna hoga .tub ap kamyab hai .
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahid پيغام ديکھيے
                  Ha dost apny tick bola hai mehnat ka ka pal meta hota hai .our mehnat karny say melta hai. Menhnat karny apko Acha mukam Mel sakta hai. Lakin barpoor mehnat karna hoga .tub ap kamyab hai .
                  Dosto:mehnat karny say insan Ko ala Mukam Mel sakta hai
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Ji bilkul bhai sahab aapne Jo kaha hai woh sab sahi hai mehnat Ka Phal Hamesha zaroor Milta Hai Aur mehnat Ka Phal bhi bahut Meetha Hota Hai Jab Insan ek kaam karta hai ya karobaar Shuru karta hai usne Pehle Skt mehnat Ki Zaroorat hoti hai Forex form Ek Aisa business hai isme bhi mehnat Ki Zaroorat Hai Har kaam karne se pehle Pehle usko 10 Martaba Soch na prata hai kamyabi Ka Raaz manate Hai Allah Thala Hum Sabko mehnat karne ki tofiq day Ameen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X