Check economic calendar regularly for confirmation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    trader ager trade k donu aspects daikhta rehy tu i think oc ku loss kum or profit zyada hu sakta ha. funamental analsysis ku avoid nae kerna chahye economic calander lazmi watch keryn trade say pehlay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ap ko economic clender se boht achi info mil stki hai ap market ki news se aware ho skaty hei or khud ko prepare ker skaty hein or is terhan se ap forex men aik professional ki terahn kam ker sakty hein
       
      Success is the Best Revenge
      • #93 Collapse

        ji han daily economic calendar check krna chaye. is se aap apni trade ko asani se manage kr skty hain. kyo ky baz time news ka time hota hai aur humy malom nhi hota aur hamri trade agr worng ho to bhot loss me chli jati hai ya fir humar sl hit ho jata hai.
        "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
        • #94 Collapse

          There are so many factors which involved in forex market movement so economic calendar bhi in factors main sy aik hai ky ap agar kisi aik currency pair main trade kerna chahty hain then ap same currency jis country sy related ho ap us country ka economic calendar read ker ky agar trade kerain tou apki trade successful ho sakti hai
          • #95 Collapse

            G Han forex trading main bahut ziada kamyabi k liy Apko chahiy k ap world business ki news ko parhty raho ta k apko forex trading main trading k doran kahen bi masla ni aay
            • #96 Collapse

              g han dear ap ko is se sahi terhan se info mil jaey gi or ap apni trading style ko acha bana sakty hein is tehrna se ap market se sahi terhan men up to date rehty hein
               
              Success is the Best Revenge
              • #97 Collapse

                g han market conformation k ley hamy forex news k sath regularly economic calendar ko b check karna chaye es se b hamy trading k achy ideas mil jaty hey
                • #98 Collapse

                  Yes humean news k oper khasosi nazar rakni chahy becaz app fundamental analysis k bagher us market main successful trader nahe ban sagty hain
                  • #99 Collapse

                    trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hn gay aur profit hasil karein gay
                     
                    • #100 Collapse

                      market main plane kar k hi enter hona ho ga ta k loss kam ho saky aur market main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur demo main practice kar k hi hum earn karein gay it is best
                       
                      • #101 Collapse

                        G dear bilkal ap ki bat thek ha hume daily economic calendar ko dekhna chaiye ur os k mutabiq kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha
                        • #102 Collapse

                          G han agar hamen forex mein reh k kuch banana hy economic calendar k sath touch zarur rehna pary ga aisee news hamen trading k liye aik hints ki tarha hoti hain es liye es calendar par nazar rakhna zaruri hy
                          • #103 Collapse

                            Re: Check economic calendar regularly for confirmation

                            is main regular bi kam kar skaty hain so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain market main information hasil kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main information hsail kar k i hum kamyabb trader ban sakty hain tab hi hum real main sucess hon gay
                            • #104 Collapse

                              Re: Check economic calendar regularly for confirmation

                              Trader kay liye yeah boht zarori hay kay trader daily aur weekly trading calendar lazmi dekhay. que kay ham saray small trader hotay hian aur news ki waja say jo move hoti hain in main trader ko loss ho sakta hay. kuch news boht impact kerti hain. is liye jab news ka pata ho ga to trader apni trading ko mazeed safe ker lay ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Check economic calendar regularly for confirmation

                                hamain market main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum suss ho sakty hain, market main loss say bachny k liye learning karni ho gil aur hamain market main is k up aur dwon ko dekh k hi hum real main bi trade kar k hi hum suss ho skaty hain au rhamain faida ho saky ga,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X