Jaldbazi se hamen sirf loss hi hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi se hamen sirf loss hi hota hai
    Main ne apni trading men ye experience lia hai k ham jaldbazi men kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain agar hamen trading men kamyab hona hai to hamen zarur sabar se kaam lena hoga q k market men flactuation to hoti hi hai aur baz dafa market hamare against bhi challi jati hai to hamen penic hone ki zarurat ni hai hamen chahiye k ham mehnat kren aur sabar k sath kaam len tab hi ham kamyab ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aslamoalikum ap nay bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon no doubt jaldbazi bahut nuqsanday chez hai hamesha sabar aur hosleay say kam lyna chaiay forex trading k liay q k aik chutti si galti say bahuy bara loss ho sakta hai lehiza her mumkin koshish karain k koe b step laynay say phlay sooj smj k faisla kia jiay
    • #3 Collapse

      Bilkul jalbazi sirf loss ki taraf le jasakti hai aksar new traders jald bazi karte hain jalbazi ka result loss hota hai chahy loss to be jald bazi nahi karni chahye ya profit ho to be jald bazi nahi karni chahye dono condition men jald bazi theek nahi hai ziyada tar log thora loss hone par tenssion lelete hain jiski waja se unlogon ka mind jald bazi ki taraf chala jata hai or be ziyada loss kar bhet te hain.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
        Main ne apni trading men ye experience lia hai k ham jaldbazi men kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain agar hamen trading men kamyab hona hai to hamen zarur sabar se kaam lena hoga q k market men flactuation to hoti hi hai aur baz dafa market hamare against bhi challi jati hai to hamen penic hone ki zarurat ni hai hamen chahiye k ham mehnat kren aur sabar k sath kaam len tab hi ham kamyab ho sakte hain

        Yes my dear friend him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha jldbazi Sy akser loss ho jata ha is leya jldbazi nhi krni Chaya
        • #5 Collapse

          Trading ma jaldbazi Ni karni chahiya q k jaldbazi sy nuqsan ho skta Hy isliya soch smajh k hi trading krni chahiya q k ya ak risky bussbusi Hy is ma experience Lana bohat hi zarori hy
          • #6 Collapse

            Jalbazi hamesha apko nuqsan deti hai aur ye ap ki sab sy bari dushman hai. Ap ko acha aur behtarr trader banna hai to apko jazbat ko apni trading sey separate karna hoga. Ap jab mustakil mizaji aur plan par stick reh kar kam karen gy to behtar tajarba rahy ga.
            • #7 Collapse

              Forex trading mein maximum traders k loss ki reason jaldbazi ya laalach hoti hy lekin phir bhi log apni is khami py control nhi kr skty aur woh forex mein kabhi kamyab nhi ho paaty aur iski reason yehi hoti hy k won apni is khami py control nhi kr paaty
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
                Main ne apni trading men ye experience lia hai k ham jaldbazi men kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain agar hamen trading men kamyab hona hai to hamen zarur sabar se kaam lena hoga q k market men flactuation to hoti hi hai aur baz dafa market hamare against bhi challi jati hai to hamen penic hone ki zarurat ni hai hamen chahiye k ham mehnat kren aur sabar k sath kaam len tab hi ham kamyab ho sakte hain
                successful trading karne ke liye proper analysis karna zaroori hai agar traders successful trading analysis se nahi karenge toh woh isliye jaldi jaldi trading Na Kare aur proper plan Bana kar trade kare
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  ji haan janab boht achi baat ki hai janab forex trading main jaldbazi se sirf loss hi hota hai kiu ke forex boht sabar aur hosley se karne wala business hai aur forex main greed ki bhi koi jagah nahi best traders hamaisha in baaton ko boht ache tareeke se samajhte hain ke jaldbazi loss ki boht bari wajah hai
                  • #10 Collapse

                    G bhai laalach aur jaldbazi trading k dushman hain aur ye negative points aksar junior trsders mein hotay hain aur woh in points py control nhi kr paaty aur unki maximum trades loss mein chalti hain aur uski main trason inhi 2 khamiyon py control na krna hota hy
                    • #11 Collapse

                      Ji bilkul app ne sahi baat ki hy k humain jald baazi main loss hi hota hy bilkul forex ak bht wasih business hy is main bht soch vichaar se kaam lena hota hy is main sabar krne wala hi kamyaab hota hy besabra banda is main hmesha loss hi krta hy forex trading main kamyaabi k lie sabar ovaleen shart hy is lie humain trading main kamyabi k lie bht sabar se kaam krna hota hy
                      • #12 Collapse

                        G bhai ap ny bilkul thek kaha hai forex trading lalch nahi karna chahiey balky sabr sy kam lena chahiey agr hum jald bazi sy kam lien gy tu ofcourse humien nuqsan hi ho ga q forex jitna profit daita hai utna ye risky bhi hai aur loss bhi hota hai so forex mein motivate rehna chahiey aur cool mind sy trading karni chahiey
                        • #13 Collapse

                          Dear ap ny bohut he achi bat samny rakhi hy kiyon k forex trading ek life time business hy aur bohut tugf bhi hy to isy karny k liye sber yani patiance ki zarorat hy aur humein chahiye k hum waiting karein taky hum sub achi traha sy sekh sakein aur ek professional trader ban sakein thanks
                          Removed by moderator.
                          • #14 Collapse

                            Dear members main aapki baat se agrah karunga jaldbazi aur lalaj Buri Bala Hai Forex trading mai confidence patient emotional control normal behaviour quick decision learning planning apply karna bahut zaroori hai Forex trading 1 online risky business hai jis mein information market data Bahut important hai isliye aapko Jahan Pe bahut hai clever mind ke sath trading karni hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ap nay suna ho ga jald bazi ka kamm shaitan ka. Forex trading to aik mind game ha aur ic main to cool rehna bahut zaruri ha dono surto main cool rehna important ha agr loss ho raha ho to bhi aur jb profit ho raha ho tb bhi. Overconfidence say bachna chaheay jitna ho skay trading main. Kbi bhi hmaim jald bazi nai krni chaheay baz dfa hum pora pora din wait krtay hain aur aisa moqa nai milta k trade lgaen so aisi situation maim bhi cool mind rehna chaheay aur jald bazi say avoid krna chaeay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X