Trading mein besabri se kaam na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein besabri se kaam na lain
    Dear members of Pakistan forex forum mein apko aaj iss thread mein batana chahta hoon kay forex market mein aap besabri se kaam na lain kyun kay baz aukaat apko trade aik lambay arsay kay lye hold karni parti hai iss surta mein aap trade close na karain aur trade kay profit mein janay ka wait karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab sahe kaha hy ap ny ham aksar besabri sy he kam lety hen jis ke waja sy nuqsan ho jata hy halanky hamen wait karna chaye kb tak k hamen koi acha entry point na mily hamen achi tarah market ko observe karna chaye and jab hamen lagy k ab market aesi jaga hy k wapas zaroor ay ge to us waqt trade open karni chaye
    • #3 Collapse

      Forex business basically ha he tahmul mizaji ka kaam agar hum isko jaldbazi mein karenge toh hamesha isme nuksaan hi hoga agar hum isko soch samajh kar aur achi strategy ko samne rakhkar karenge toh isme bepanah profit hai waise bhi kaha jata hai ke jaldi ka kaam shaitan ka hota hai..
      THKS
      • #4 Collapse

        Dear forex member ap jab bhi trading karen soch samajh k aram sy sakoon kay sath baith kay karen aur zara bhi jald baazi na kren warna ap nuqsan kar baithty hain apna ku k jo b kam araam aur sakoon k sath baith kay kia jata hay wo apko faida daita hay to kabhi bhi ap trading k waqt jald baazi na kren
        • #5 Collapse

          Dear forex mai jab tak ap seekh k aur smjh k kam nhn karo g ap ko fdai dahasil nhn ho ga jaldbazi aur kisi mehnat k bina kam karo gy tu ap ko acha fiad ahasi nhn ho skta es liye ap se kaha jata hai k ap hameesha mehant karo tak ap ko idea ho jaye k kese ap acha aur time pe mehnat kar k faida hasil karo gy...
          • #6 Collapse

            Well mery bahi ye zarori nahe kay trade kay profit ma jaany ka wait kiya jaay. Saari situation ko read kar kay decisions leny chahin. Bina koi thos daleel kay ya thos wajha say na he market ma zaida dair ruka jaay aur na hi itna jaldi exit kar liya jaay. Munasib wakat daikh kar market sy out ya market ma in hona he behtar faisla hota ha.
            • #7 Collapse

              asslam o alikam bhai is main hume bilkal besabri nai krni chaiye hume is main sabro tahamal se kam krna chaiye is main hume demo account main daily kam krna chaioye ye important hai hamre liye
              • #8 Collapse

                Forex trading main eak bohat important role play karta hai wo hai apka sabar agar ap main sabar name ki koi cheez nahi hai to ap log is main kabhi bhi success hasil nahi kar saktay apko bohat hard work karna parta hai patience apkay andar hona bohat zaroori hai.
                • #9 Collapse

                  ji haan janab boht achi baat ki hai apne forex main besabri out of control greed in sab cheezon ki koi jagah nahi hai forex main trading ke doran hamaisha sabar aur himat se kaam laina chahye ager ap ko apne knowledge aur experience pe bhjarosa hai ap ko lagta hai ke ap boht ache traders hain to himat mat chorain aur besabri na dikhain sabar se kaam lain forex main jald bazi loss daiti h
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business aik asa business hai jis mein sabar rakhna chahye jaldbazi se kabi trade na lagaen jald bazi loss ka karan banta hai or sabar karne se loss ke chances kam hote hain chaye loss ho to be sabar karna chahye ya profit homto be sabar karna chahye.
                    • #11 Collapse

                      G han bhai is main lalch bilkal nai krni chaiye kew k agr hum zada profits hasil kene k bhre main sochte hein tu hamra account wash ho sakta hai is liye hume is main sabar se kam krna chaiye ye hamre liye acha business hai
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Dear members of Pakistan forex forum mein apko aaj iss thread mein batana chahta hoon kay forex market mein aap besabri se kaam na lain kyun kay baz aukaat apko trade aik lambay arsay kay lye hold karni parti hai iss surta mein aap trade close na karain aur trade kay profit mein janay ka wait karain
                        Forex trading Mein trade karte huye traders ko kabhi bhi jaldbazi yeah besabri se kaam nahi dena chahiye ICSE traders kabhi bhi acchi trade nahi kar Sakenge aur unko Roz hi hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Hum jab bi Trading karte hain to humar sabar karna chaiye or sahi time ka wait kara chiaye Trading karne se phele jo ke bohat hi zaruri hai humain sab se zyda zauri hai ke over trading se beche jo ke bohat hi zaruri hai hamare liye Forex Trading main achi earning ke liye.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                            Dear members of Pakistan forex forum mein apko aaj iss thread mein batana chahta hoon kay forex market mein aap besabri se kaam na lain kyun kay baz aukaat apko trade aik lambay arsay kay lye hold karni parti hai iss surta mein aap trade close na karain aur trade kay profit mein janay ka wait karain
                            Assalamualaikum Ji Bhai aap ne bahut acchi post ko start Kiya Hai main Kafi Din Se is baare mein Soch Raha Tha K maximum traders Joker nuksaan ka Samna Karte Hain Us Ki Sabse Badi Bazar besabri hai agar Hum Sabar se kaam Lenge Tu sab kuch theek ho jayega aur Agar Humsafar nahi kar sakte to be Hume trading karne ka koi fayda nahi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading krty huwy apko sub sy pehly jo cheez kam krni hai wo hai apki bebasi kay apny trade lagai thi loss hogya jeet nahi sakty ya kuch b aisa milta julta apko incheezo ko kam krna hoga then ap ek achy trade ban sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X