News time pe trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News time pe trading karna
    Dear members of pakistan forex forum mein apko batana chahta hoon kay news kay waqt trade karnay sae dour rahain kyun kay uss waqt market movement kis taraf ho koi pata nahin hota iss lye mohtat rahain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trader koshish kren k news kay koe koe trade na karen ku k market kis taraf move karay gi koe andaza nahi laga sakty hum to news kay waqt behtr hay k ap market ko check kren us k bad trade kren ap
    • #3 Collapse

      Brother aapne thik kaha hai news ke waqt market bahut zyada move karti hai aur nahi pata chalta k market kis side pe move karegi kabhi toh bahut zyada up chali jati hai ya kabhi bahut zyada down bhi ho jati hai jiski wajah se hamara account bahut zyada risk pe chala jata hai aur wash hone ka khatra bahut zyada bhar jata hai uska us time agar hamare account balance kam ho toh..
      THKS
      • #4 Collapse

        G bahi bilkul aesa he hy news rime pa trading na karna he behtar hota hy kiun k news ka market pa kia impa t pary ga is ka kisi ko nai pata hota isi loye ziada tar log news sy pehly apni trades close kar lety hen ta k kisi bary loss sy bacha ja saky
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Dear members of pakistan forex forum mein apko batana chahta hoon kay news kay waqt trade karnay sae dour rahain kyun kay uss waqt market movement kis taraf ho koi pata nahin hota iss lye mohtat rahain
          dekhy agr ap trading kr rahe h ya phir kuch aur lakin ap ko tradding krna se pahle news ko phle read krna chhye jis se market k andar jo cheez aa rahi he ya jaa rahi h to is ka ap ko paata chalta rahey aur ap ku kahi bee problem na aye....
          • #6 Collapse

            Sir main forex forum aur forex trading main new member hon per news k time p trading main bahut ziada faida hy aur news time p apko us time loss ho Jay ga jab ap ko annaylsis ni hon gy to aur agar ap ny annsylsis bi ker rakhy hain aur forex trading ki market ko bi achi tra watch kia hy to phr ap news time main forex trading main trading kr k bahut ziada profit kama sakty ho kio k news time p movement kafi achi hoti hy jo k ap k liy mufeed sabit ho sakti hy
            • #7 Collapse

              Dear ap kisi b waqt kar skte ho es mai koi masla nhn hai lkein ap ko pehle news aur data ko smjh lena chahiye k ye kese kam karta hai hai aur ap kese es busines smai acha kam kar skte ho lehaza ap ko mehnat karni hai aur apnii life ko b set karna ho ga soo ap ko faida hasil kanr ahai aur apni life ko b set karna ho ga...
              • #8 Collapse

                good dear hume news k time bilkal be trading nai krni chaiye balkey market ko fallow krna chaiye phr jab hume samj lag jaye market ki movement ka phr real main trading krni chaiye ye acha kam hai
                • #9 Collapse

                  News kay time per agar koi trade karna chahay to kar sakta hai iska saub say bara faida yeh hai fast movement ki waja say ap kafi achi earning kar saktay hein news kay time. News per risk bhi hota hai account wash honey ka lakin bohat kuch earn kiya ja sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    dear members ager apka bonus account hai tou ap news time pe trade na lagai ager already lagi hai to stay kry ager news time pe trade kry gy tou profit and loss ho sakta hai loss ka masla nahi ager profit ho gya or wo b acha tou apka account block ho sakta hai, or second option ager ap market kay bary me achi know how! rakhty hain tou apko chaiye kay ap apna balance deposit krwa kr trade kry or news pe trade kry, ager confirm hai tou nahi tou stoploss use kry, ek informative cheez or share kr doon, kay news time market bohat fast hoti hai to apki trade sirf stoploss take profit and trillion stop he chally ga or kuch late hoga.
                    • #11 Collapse

                      G bilkul achi bat kahi ha ap ne k news time pe trading krni sahi ha ya nahi yahan ak bat ha k jo forex main seniors hain experts hain wo to news se andaza laga laty hain k kia trend ho ga market ka agr to wo ap ko ko signal dain to trade krni chaye .nahi to new trader hain jo wo bhtr ha k news k tine trade na krain us time market fast hoti ha.
                      • #12 Collapse

                        Hummy trading ma market ki movement pr bohat nazare rakhni chahiya but movement k waqt trading Ni krni chahiya us sy hum loss ma ja skty Hy isliya pahly analysis kry phir trading kry ya hi bohat zarori hy
                        • #13 Collapse

                          Han dost main bi yahi kahun ga ap logo ko ke Forex Trading ke duran agr news ka time ho ya phr ap ki trading karne ke duran ap samjte hon ke news bi ani hai to yaha to order hi na lagian trade hi na lain agr Trade leni bi hai to news se phele phele us ko cut kar dain jo ke bhat zuari hai ku ke news ke time kuch bi ho sakta profit bi or loss bi.
                          • #14 Collapse

                            Bhai apki baat kafi hadd tak sahi hy lekin jahan tak main ny suna hy k maximum expert traders news time py trading ko kafi pasand krty hain aur uss trading sy kafi profit bhi haasil krty hain aur iski wajha ye hoti hy k unhein market ko read krny aur samjhny ka experience hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                              Dear members of pakistan forex forum mein apko batana chahta hoon kay news kay waqt trade karnay sae dour rahain kyun kay uss waqt market movement kis taraf ho koi pata nahin hota iss lye mohtat rahain
                              Mere Khayal Mein Toh traders ko news ke time pe trading nahi karni chahiye Kyunki US time market Bahut pehle se move Karti Hai all trailers ko bahut jyada lost bhi ho sakta hai isliye news ke time pe trade Na Kare
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X