A very good way to learn Forex is loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    ge ha is ma har koi kamkar sakta ha is ma ham pat time ma bath kar gar a kamkar sakta ha ya ak acha oat ti ejop ha sab is ko pat time jop kahta ha sab ka liy ha ya ak acha business ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      yes i agreed with you that forex is so profitable business and some time trader do some mistakes and after that they get big loss but they get big lesson from that mistake and try to avoid that mistake next time and than they become successful businessman.
      • #423 Collapse

        Mjhy nae lgta k forex ko learn krne k good way loss he h qk loss ki wja s bht s log himat har jaty h or forex ko chor dty h is lye mjhy lgta h hmy forex ko achi trha learn krne k lye forex ka knowledge hasil krna chahye or soch smjh k kam krna chahye...wase b profit or loss to hum p he depend krta h
        • #424 Collapse

          i am not fully agree with this concpet,if trader try to learn lesson form there loss,they will lots there capital,so i think its better for trader to learn about trade by doing good practice at demo account,its helps them to made good lesson from there trade
          • #425 Collapse

            no,i do not agree with this point that the loss is the way to learn the more if we will learn the more on the demo then it is the more batter option and it will give the more success and it will without the loss
             
            • #426 Collapse

              bhai jan ap ny sahi kaha hy kk is mn ap ko chahye k ap is mn achi tarha tiyari karen ta k ap ko kisi bhi kisam ka koi masla na ho aur ap ko is mn perfect hona chahye
              • #427 Collapse

                Forex trading ma hmara ssab sa bara teacher loss ha is ka zaria sa hum bhi kluch seekhta han is ka zaria sa hma pta chalta ha ka hmara andar kia weak point han or hum in ko kasa door kar sakta han , or in ko door kar ka kasa aik acha trader bun sakta han is ka ilawa apna loss ka zaria s hma pta chulta ha ka hum na ya mistake dubara nhi karni
                 
                • #428 Collapse

                  yes yes n yes agar humay loos hu jay to humay apni galtio ko find out kr k onhay theek karna chahiya sabaq sekhna chahiya ya na hu k ap galti karay or sabq na sekhay or again again again asa karay to is say acha ha ap forex chor day jo log galtio say nahi sekhtay on k liya forex nahi ha
                  • #429 Collapse

                    Mairay khial main to sahi bat yahi hoti hay kay ap loss na kero or ap loss key bugair hi seekho.laikn forex main yah possible nahi hay.koi bhi trader ho wo forex main loss zroor kerta hay.laikn achha trader wohi hay jo loss kay bad khud ko snbhal lay.
                    • #430 Collapse

                      ye baat se main agree karta hun kion ke koi be bara trader hai app us se poch lain us ko oss zaroor hota hai lakin bara trder wohi banta hai jo apnty loss se sabaq sekhy ghalty se sabaq sekhy
                      • #431 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fanu پيغام ديکھيے
                        nahi iska ye bhi matlb nhi hai bhai loss se ap apni galati ko sudharty ho kuch lesson lety ho mgar is ka ye bhi mtlb nhi hai k loss ho ga to ap smjhty raho k ap learn kr rhy ho is trah jo ap learn kr rhy ho gy wo bhi weak ho ga apka sb to loss ko km krna apka target hona chahye learnings mein.
                        ji haan janab bilkul sahi baat ahi forex trading main hum ko ager loss ho aje to bhi hum apne loss se boht kuch seekhte hain aur jaise kaha jata hai insan hamaisha apni ghaltion se hi seekhta hai wese hi forex main ya kisi bhi business main hum apne loss se boht kuch seekh jate hain
                         
                        • #432 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: iminazia پيغام ديکھيے
                          g han apney bht acha mushwara dia hy kiu k mein khud post kerty huwe sb kou yahi kehti hun k ap koou ager loss hua hy tou plzzzzz haar mat manein dobara sey aik nae umeed ley ker uthein aur phr kaam ker k profit kamein aur mujhey khud loss hua tha and ap daikh lo mein ney khud dobara sey join ker lia kiu k isi mein mujhey apna faida naxar ataa hy :) :)
                          ji haan janab bilkul sahi baat ahi forex trading main hum ko ager loss ho aje to bhi hum apne loss se boht kuch seekhte hain aur jaise kaha jata hai insan hamaisha apni ghaltion se hi seekhta hai wese hi forex main ya kisi bhi business main hum apne loss se boht kuch seekh jate hain
                           
                          • #433 Collapse

                            g han bhai ap ne bilkul thik kaha me ap ki bt se agree krti hn bcx loss b forex ka ek hissa h jis se hmy boht kuch sikhne ko milta h agr kc ko loss hojay ek br to wo apni galti ko accpt kr k apna ful concetreat krta h k me again ye galti na krun jis se mje loss ho or phir kn chahta h k usy br br loss ho is liy apni galti ko dubara na dohray to behtr h balky apni galti se sikhiye
                            • #434 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hemmi پيغام ديکھيے
                              assalmu alaikum jee han brothre i am agree with you trading me har loss hamrei lesson kar aata hain agarr hum us lesson ko on the spot samjhnein me kamyab hojatein hain to aage chal kar ka hamein success zarur milege is leyei hamein losss se ghbrana ni chayein balkein us se sabak hasil karna chayein.
                              aap hamasha trend kay sath trade karain is say aapko buhat jald profit mialay ga . or aap mani confidence bhi aaye ga . thora thora kar kay profity uthanay ki adat dsailain is say daily ka kafi sara profit aap bana lain gay . or jald aap aik successfull trader ban sktay hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                jee haan aap ka khna bilkul theek hai abhi to main aona account use nahi karta laikin mujhay jab meray demo account par loss hota hai to mujay zaroor kuch na kuch seekhnay ke liye milta hai mujhe pta chlta hai k meri trading main kya problem hai aur phir main khud ko improve karta hoon.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X