Stop loss aur hedging
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur hedging
    Forex trading main agar aap stop loss istemal nahin kartay tou aap ko pata hona chahyea kay phir aap ka account hamesha risk per rahay ga aur agar aap stop loss istemaal nahin karna chahtay tou phir trades hedgeing mein lagain ya 40 pips gold ki dollar kay against movement per hedge kar lain aur jab kisi aik side per support aur resistance per pounchay market tou aik trade close kar dain lakin agar aap stop loss aur hedging nahi kartay to phir 11 lakh US dollars kay accounts bhi wash hotay dekhay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul bro agar ham trading men stoploss ko use ni krte hain to hamara account always risky hota hai q k main ne trading men khid aik din men hi gbp usd ko 2800pips move krte huye dekha hai aur agar uss waqt aapka stoploss na ho to aapka account zarur wash ho jay ga isliye aap jab bhi koi trade open kren stoploss ko lazmi active kren
    • #3 Collapse

      Stop loss k bagair trade kerna aisa hai hand chor ker byic chlana with out stop loss biggest account wash I see 80000$ account wash hedging possion bhi best hai ager ap ko trade ki possion samjh nhi aa rahi to account ko hedge ker dai hedging k liy zarori hai k difrance kam say kam rahay kuch point oper ja ker khol dain Es say kuch sport mil Jay ge
      • #4 Collapse

        Sir ap ki advice sahee hy aur forex trading main trading k doran stop loss ki bahut ziada importance hy aur jo log stop loss forex trading main ni lagaty un ka account wash hony main dair ni kerta to is liy hamesha trade open kerny k sath hi ap stop loss lga k account ko safe kr lia kro aur is cheez ko trading main apni adaat bna lo
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          dear friends, hedging k leay bahut zayada knowledge ki ki zarurat hoti hay esleay main to yahi kahon ga kah trade open katray wakt stop loss ko lazmi use karna chaheay...es say kuch loss k bad trade automatic close ho jati hay aur account wash ho janay say bach jata hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X