Gold mn movement bahut taiz hoti ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold mn movement bahut taiz hoti ha
    Jitne bi traders gold a trading kar rahe hn wo is bat ko jante hn k gold trading mn gold market ki movement bahut tazi se hoti ha aur is ki moment ki waja se hi ap ka loss ya profit taizi se ata ha mn aik bat zaroor suggest karun ga k ap jab bi gold pa trading karen lot size .01 se bara na rakhenb
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul gold men bahot tez movement hoti hai jiski waja se bahot se logon k account wash ho jate hain isliye gold pe trading k liye hamare pass acount bhi barra hona chahiye aur iske sath hamare pasa gold ki trading k liye aik acha experience gona bhi bahot zaruri hota hai hamen jab tka gold ka acha experience ni hoga tab tak ham gold se achi earnings ni le saken g hamen chahiye k ham gold pe experience le kr hi trading kren tabhi hamare liye faida mand sabit ho sakta hai
    • #3 Collapse

      dear bro ap ki bat thk hy ke gold ki movement bahut ziada hoty hy,gold per trade bahut hi mushkil hoty hy,gold ki movement ko her trader ni samjh sakta ,gold market ko only expert trader hi samjhty hn,mairy new traders ko advice hy ke wo gold per trade na kren,kein gold ki jub movement hoty hy to bahut ziada hoty hy aur account wash ho jaty hn
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Main nay bohat time gold par trading ki hai aur profit bhi earn kia hai lekin mainy ye experience kia hai kay gold par trading nae karni chahiye kiyun kay ye bohat riaky pair hai iski movement bhi zyada hai is liye aam trader kay liye is kay analysis karna mushkil ho jata hai is liye sab bhaion ko kahun ga gold par trading say avoid karain...
        • #5 Collapse

          Yes dear main b ap ki bat se agree hoon k Forex market ki movement Gold main sub se tez hoti hay aur is main profit aur loss jald he a jata hay but ye ziada risky trading hay is main new traders ko to trading he ni kerni chahie kuin k Gold main trading kerne k lie aik big capital aur ziada skills ki zroorat hoti hay is lie new trader is main loss ker jatay hain ager kisi senior trader ne b is main trading kerni ho to us ko b lot size kem se kem rekhna chahie.
          • #6 Collapse

            G han sir gold ki movement bohut ziyada hoti hy aur gold k spreed bhi bohut ziyada hein to isi waja sy commission bhi ziyada hota hy to isi liye lot size kam rakhein taky loss na aye aur agar loss a bhi jaye to dobara recover bhi hojaye
            Removed by moderator.
            • #7 Collapse

              g han gold per movement kafi fast hoti hai wo is liye kay yeh bohat dangerous hai aor usd kay against move karta hai jab usd strong hota hai to yeh weak ho jata hai aor jab usd weak hota hai to yeh strong ho jata hai aor up chala jata hai.
              • #8 Collapse

                My dear friend AP ny bilkol thek bath ki ha ha gold ma market ki movement bhot hi zayada hoti ha is leya eaha him logo ko zayada loss or zayada profit ho skta ha
                • #9 Collapse

                  Gold ki movement bohat tezi hoti hai main ne bi ye note kiya hai humain jab bi Gold pe Trading karian to lazmi tor pe stop loss or take profit ko lazmi use karian ku ke bohat zuari ha ke hum apne account ko safe rakhte hue hu trading karain jo ke bohat zarur ha Forex main.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                    Jitne bi traders gold a trading kar rahe hn wo is bat ko jante hn k gold trading mn gold market ki movement bahut tazi se hoti ha aur is ki moment ki waja se hi ap ka loss ya profit taizi se ata ha mn aik bat zaroor suggest karun ga k ap jab bi gold pa trading karen lot size .01 se bara na rakhenb
                    Ji Bhai aap mere ko Pita Forex trading market Mein sabse fast movement gold Mein Hoti Hai gold bahut risky commodity Hai usme profit banane ke liye trailers ko bahut hard working karna chahti hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X