Breakout kab confirm hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Breakout kab confirm hota hai
    Ham market men breakout ka wait krte hain aur jese hi market kissi level ko break krti hai ham foran hi apni trades ko open kr lete hain aur hamara ye decision akasar wrong ho jata hai q k jab tak hamen break out confirm na ho jay uss waqt tak hamen koi bhi action ni lena chahiye
    Break out k lite zaruri hai k break krne wali candle ka close break out se neche ho aur next candle break krne wali candle ka high tor dale tab hamen confirmation milti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jn bht achay sy btya apnay mere khyal mein brekout confrm tab hota hy jb wo achay sy bahir jaa kar close hjaye aur uc kay bd jo brekout wali candle hoti hy uc sy aik ya 2 pip opeer chali jayee to yeh aik achaa brekout hota hy mere nazdeeik agerr wo thek brekout nah hou to wo brekout wali candle kay oper tak nhi jataa wohein sy wapis ajata hy ap pechy charts mein jaa kar dekh saktay hein
    • #3 Collapse

      dear jub markeet kisi aik posint ko bar bar retest karti hay aur suddenly aik new ya movement hoti hay aur markeet us point ko break kar jati hay aur break karnay k baad markeet us point k ooper ja k stay karti hay usko kehtay hain breakout confirmation ,aur yeh confirmation ham traders k liye bahut mufeed hoti hay jis say bahut achi achi trsdes milti hain hamain aisi trades ka zaroor wait karna chaye.
      • #4 Collapse

        Break out ki confirmation k liye main aap ko yehi suggest karun ga k aap koi acha sa indicator isstimaal krein aor apni trading strategy ko mazboot bnaayein kyun k break out ko confirm btaana yeh har kisi k bs ki baat nahi hai.
        • #5 Collapse

          dear ap ki baat theek ha agr hum jub market break out hoti ha kisi trend line ya support and resistance par or hum entry lainy me jaldbazi kartay hain to hamari trade kay loss me janay kay chancess zada hain market jub break out ho humainy osi break par entry nehi leni chahiey balkay market ko retest honay dena chahiey phr jub confirmation signal banay then entry laini chahiey
          • #6 Collapse

            G bhai ap ne acha explain kiya ha break out pe trading krny waloon k lye ye achi information ha.kbi kbi false break bhi ho jata ha hamaen break out candle ko close hony daina chaye aur next candle ka wait kr k jb wo close ho jye mtlb conformation kr de tu next candle se enter hona chye .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              jab aap market mein achi trha se analysis kartey hein aur support and resistance par trend line banatey hein to woh jese hi woh point break hota hey to hamara break out confirm hota hey aur hum us point se trade le saktey hein baqi mein yahan par new hu agar ghalati hui to maazrat
              https://t.me/pump_upp

              اب آن لائن

              Working...
              X