Apnay skrill account ki full verified karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay skrill account ki full verified karain
    Dear aap ko chiay kay aap apnay skrill account ko full verified karain.
    Kiun kay jab aap is main apna profit transfer kartay hain.
    Or aap ka skrill balance 50usd say above ho gia to aap ko
    Phir skrill dollar transfer karnay ki facilities khtam ho jain gi.
    Or aap ko phir verify karwana paray ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes bro aap ne baja farmaya hai hamen apne skrill account ko lazmi tor pr fully verified krwana hai ham tabhi kamyab ho sakte hain agar ham apne account ko fully verified ni krwate hain to ye kissi bhi time hamare liye koi bhi problem creat kr sakta hai isliye account ka verified hona hamare liye bahot important hota hai
    • #3 Collapse

      Agar aap skrill se 42 dollar se kam ka withdraw karwatay rahain tou aap ko skrill varify nahin karwana parta aur agar aap ka withdraw 42 dollar se zayada ho jaye tou phir aap ko skrill ki complete varification karwani parti hai iss lye 40 dollar tak beghair varification kay withdraw letay rahain
      • #4 Collapse

        Skrill account ki verification aik laazmi hia hai forex trading ka agr aap aik regular trader hain aor har month profit withdraw krwa rahay hain to main aap ko yehi kahun ga k aap skrill account ki jald se jald verification krwa lein.
        • #5 Collapse

          account ko fully verified karwana chaiye aik tou transaction limit increase hojati hay aur ye kay best hay aap ki ownership hojati hay aap kay name pe account fully verified hojata hay then usko koi third person use nahe kar sakta skrill best payment method hay esliye ye policy verify karwanay ki bhi skrill ne lazman rakhi hay
          • #6 Collapse

            G Bhai ham ko apny her account ki time pa verification karani chahya ...ham ko insta ki bhi verification karani chahya ..agr AP ni karaty to phr bhi kuch limit hai keh AP withdraw Kara sakty Han but apko account ki verification time pa Kara Lyn to hamara apna faida hota hai...AP ny jin documents SA insta forex ki verification karai hui hai same wohi documents AP Skrill pa upload Kar ka wahan bhi verification Kara Lyn ta keh apko faida honjay... thanks
            • #7 Collapse

              Great brother yeh apne bohot hi achi bat batai hey aur yeh hamare liye bohot hi important he keh aap itni ziada mehnat bhi karen aur apka account bhi verified na ho aap apna profit bhi na nikalwa saken to phir yeh bilkul theek nahin isliye hamen chahiye keh hum apne skrill account ko waqt se phley hi verified karwa len.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Of course friends, hamain apnay skrill account ki verification zarur karani chaheay...q kah jab account banatay hain to ap es main deposit to kar saktay hain but ap withdraw us wakt tak nai kar saktay jab tak ap ka account verified nai ho chuka hay aur es tarah agar koi masla ho jaay aur account verified na ho to phr ap ka profit skrill main phans sakta hay..
                • #9 Collapse

                  Dear ap thek keh rahe ho ap ko apne acccount ko zaror verify karna ho ga tb he ap es mai faida hasil karo gy aur apni trading se hasil hone wala profit jo ap skrill mai withdraw karo gy os ko enjo kar skteho ap ko pehle ye sab verfication wala system khtm karna ho ga i mean complete karna ho ga os k bad he aap kam kar skte ho...
                  • #10 Collapse

                    My dear friend mai aap ki baat se agri agri qk Agar hum lock screen Ko Mukammal verified nahi karte Tu Hamar limit khatam ho sakti hai aur hum Dobara vitra bhi nahi le Sakte
                    • #11 Collapse

                      Yes dear skrill account ko verify karna zaroori hai kio key any time issue asakti islye verification karna lazmi hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dekhy jee agar ap ka skrill ka acount verfy nhi hu ga tu ap kisi ko bhee paise send ya withdrawal nhi kr pye gey is lye zrori hei k sb se phley apna skrill ka acount verify kara liya jye ta k ap ko withdrawal ki kisi bhee problem ka samna na krna parhey aur apni amount bhee asaani k sath hasal kr pye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X