Profitable trades k liye apne aap pe control hona zaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profitable trades k liye apne aap pe control hona zaruri hai
    Friends main aapko aik baat batata challun k agar ham ne profit able trades krni hain to hamen apne aap pe control hona bahot zaruri hai q k jab ham trading k diran khud pe control ni krte hain to ham bahot baar apna acha khasa profit miss kr kate hain aur ki baar ham jaldbazi se wrong decision bhi le jate hain jiski waja se hamen kafi loss ho jata hai so ham jab bhi koi trade open lkren hamen khud pe control hona bahot zaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    profitable trading karny key ley traders ko koch rules par chalna ho ga jes me greed par control ho aur trading me emotional na hona ho, traders agar target key sath trading karen gey tab be traders profitable trading kar sakty hey, traders ko apny mind se koi be trading ka decision nahi lena chaye proper market ka jaiza aur news par hi depend karna ho ga.
    • #3 Collapse

      bilkul esaa hi hai ager hum apn oper control krna seekh lain to um acha profit earn kr skty hai .hota ye hai k hum trade krty hai ain hum sabr nai krty loss ko hum zyda dekhtay hain jb profit ki bari aati hai to thora sa proit ly kr trade bnd kr dety hai k kahi phr loss mai na chli jai jb k thora wait krain to acha profit earn kiya ja skata hai.
      • #4 Collapse

        G bhai bilkul thk kaha ha ap ne darasal akser logn ka masla hi yehi ha k wo profit tu kama laity haen but us ko maintain ni rakh paty asal me profit kamana itni berhi bt ni us ko maintain krna berhi bt ha due to over confidence wo ghalt trades kr jaty ha aur apna loss kr beth,ty haen.
        • #5 Collapse

          Khud pr control hona chahya

          Dear trading ma sb sy phli baat ky khud pr control hona chahya jo khud pr control nai kr skta wo trading nai kr skta Market ky bary b knowledge hona chahya ky market ma is waqt kis ki tradiing ma movement hony wali jb hum is cheez ko smj ly gy tb hum kamyab bn jy gy aur humy buht kuch mzeed sekhny ko mily ga kisi b tading ma jldbazi sy b kaam nai lena q ky agr jldbazi ma prr gy tu losses ky chances zyada haain
          • #6 Collapse

            hanje sir apnay theek kaha hay k jub hamari trades profit main ajaye aur hamain yakeen ho jaye k ab hamari trades hamaray favour main he rahay gi to hamain apnay aap pay control main rehna chaye aur us ka wait karna bahut he lazmi hay ,bar bar trades ko cut karna nai chaye jub aik achi trades mil jaye to us wait karna bhi achaye knowledge ka ik hissa hay so hamain apnay emotions ko control main rakh k profit gain karna bhi achay traders ki alamat hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agr aap forex trading mein kamyaab hona chahtay hain to main aap ko yehi kahun ga k aap apnay uper qaabu rakhein kyun k aap kbhi bhi bey qaabu ho k kamyaab nahi ho sktay forex mein sb se zaruri hai sabr aor greed py qaabu paana.

              اب آن لائن

              Working...
              X