stop loss or take profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai jee mery khayal aur experience se to forex trading business mein stop loss aur take profit bohat ziyada kar amad ho saktay hain q k in se hum apni marzi ka profit aur loss select kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      foprex ak ach business ha ya sab ya sab forex tarading sab is kam ko like karta ha sab is kam ko like karta ha ap be is a bpot pisa kam sakt ho sab ka liy ha frexak ach business ha sab is akm ko like karta ha
       
      • #18 Collapse

        bhaiiiiiiiiiiii geeeeeeeeeeee sara rule he in 2 chessoon ka hota hy forex ma,,,,,,,,k aap apny losss ko rok k profit ko hasil karna start kr dain ............he trader yai chahta hy .........koi nahi chate k usy hmsha loss ata rhy ..............
        • #19 Collapse

          yes dear even when we lose some of our payment we also gain some sort of experience with the loseness....... and hence we sholud teach with our trading lossess and started to gain profit...
           
          • #20 Collapse

            mere bhai trading main stop loss or take profit ka bohot bhara role nibhate hain jaise aap kabi trade laga ke kahin chale jaate ho toh aap ko kaise pata ke aap ko profit hua hai ke nahi aysi lie hum stop loss take profit set karte hain jaise market waha pohche toh humara trade close ho jaye
            • #21 Collapse

              yes yeh dono bohat he important options hain forex main,,,,,in dono ko use karty huwy hum acha profit earn kar skaty hain,,,stop loss ko hum loss se bachny k liye use karty hain and take profit to earn profit............
              • #22 Collapse

                treading men take profit or stop loss ky baren men jana bhut eham hota han keu ky ya pakistan han is le ya ap ko take profit lgana bhut eham hota han is le ya ap ko take profit lgana bhut eham hota han
                • #23 Collapse

                  stop loss ki buhat ziada ahmiyat mere khayal jo trader stop loss use nahi krta hai wo juwa khailta hai stop loss buhat he zarori hai agr hum iss ko use nahi krty tu ye ho sakta hai jub market main news wagaira se kafi movement hoti hai ous waqt aap ka account wash bhi ho sakta hai
                  • #24 Collapse

                    stop loss aur take profit dono hi bohat ziada important hotay hain ap kay trading future kay liye iss liye ap ko chahye kay jab bhi ap trading karain stop loss aur take profit ko use karain ku kay ye safe trading kay liye bohat ziada important hain .
                    • #25 Collapse

                      stop loss or take profit forex trading ke best tools hey or inse sirf trader ko benefit hota he or in ko use kakre hmm apni investmentr ko secure karte hey or live trading me app is ko use karte hey agar app ko iska use nahe ata to pehle demo per sare tools use karna sekeh ley phr live trade karey
                      • #26 Collapse

                        bhai daikho jab market mai conditions achi hoti hai aur hmain indicators ye signal dain k ham trade lga lain to hmain chiye k ham take profit ka use krain aur jab hmain loss hota hai to is se hmara account khali ho jata hai is se bchne k liye ham stopp loss use krte hain jis se ek khaas limit k baad hamari trade ruk jati hai
                        • #27 Collapse

                          HAr trader jo trading karta hai wo is sko samjhta hai k ye kya hai iss main aap ko issse kafi faida hota hai agr aap online na ho tu aap ki trades agr profit main hn tu wo band ho sakti ahia ur loss main ho tu zeda loss se bacha jaa sakta hai
                          • #28 Collapse

                            forex trading myn stop loss aur take profit dono hi bhot important hyn aur trader ko yeh dono bhot help dety hyn yani kay stop loss us wakt use hota hay jab aik trader kisi majboori ya kisi bhi waja say pc par nahi beth sakta to woh stop laga kr apny ap ko ziada loss say bacha leta hay aur jab kay take profit bhi esa hi hay kay jab trader pc par na ho aur woh apna matlooba profit cahta ho to woh apna aik target zehan myn rakh kar take profit laga leta hay
                            • #29 Collapse

                              Very good question and I repeated this theme as well to prevent loss and take profit think trading is very important terms. Washing loss or stop-loss account is used to save our account. So its small equity required for account holders to use. Your stop-loss, small loss and a loss is a kind of border.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Mere bhai ap ney bhot hi acha sawal kiya hai mere bhai forex trading business mein stop loss or take profit bhot hi ziada kam aaty hain mere bhai jab humein ziada loss ho raha ho to stop loss ki key ko use krein jab profit ho raha ho to take profit ki key ko.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X