Tension lany sy zuada loss hota hai earn nahi hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tension lany sy zuada loss hota hai earn nahi hota
    bhai jan jo trader trading krty hain or sath man trading man loss hony ki waja sy ua trade active ho to yah soch kr k mari trade loss man na chalo jay tansion laty hain or is tension man he trading krty hain to is waja sy on ko zuada loss hota hai hum ko jb bhi trading krni ho relix ho kr trade lgani chaye loss ka sochty hain to loss he milta profit ka soch kr trading krni chaye
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ki thught bilkul thek ha trading men hamesha satisefied rahna chahiay wagar muntashir zehni halat men trade lene se ghalteon ka khatra zeada hota ha phir ahm baat ha keh khud par aor apne kam par yaqeen hona chahiay jab tak yaqeen nah ho kaam darost nahen hota hamesha itminan aor yaqeen ke saath har qissam ke analysis aor market ke halat ki study achhi tarrah karren trade se pahley
    • #3 Collapse

      Ji bilkul sahi baat kahi hy app ne trading krtay huay tention nahi laini chahiye balk cool mind se trading krni chahiye tens ho kr trade lgain gay to yaqeenan loss hi hoga is lie trading hmesha relax ho kr profit ki umeed rakh kr krain or loss ko apne zahan se bilkul hatta dain kiun k insan jo guman krta hy wohi hota hy
      • #4 Collapse

        g han ham agar tension len gey to hamara mind confuse ho ga aur kabi be ham trading ka acha decision nahi le saken gey, trading me tension leny ki zarorat hi nahi hoti jab ham market ka jaiza le lety hey to market trend ka andaza hamy ho jata hay market trend ko hi follow karny se ham kabi be loss me nahi ja sakty hey.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          trading mein profit ya loss apni soch se nhi hota trading mein profit ya loss learning knewledge se hota hy agr ap sochty rehen k profit ho ga loss nhi aur knewledge nhi ho ga aur market ko samjh nhi saktay aur analysis nhi kar saktay tu is se profit nhi ho sakta aur profit ap ko tab hi ho ga jab ap forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain gay aur ye zaroor hy k tension nhi laini cahaiye forex trading business mein mehnat aur hardwork karna cahaiye

          اب آن لائن

          Working...
          X