Forex trading aik job hy ya profession

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aik job hy ya profession
    ​Dear friends mairy point of view se to forex trading aik profession ya buisness hy, job ni keon ke job main daily work time fix hota hy lkn forex trading main aisa ni, ap forex trading weak ke 5 days main 24 hours work ker sakty hn aur earn bh ker sakty hn lkn ye aik aisa buisness hy ke jis ko job waly hazrat bh ker sakty hn aur apny financial zaroryat ko pora ker sakty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading ko job wo smjhte hen jo part time krte hen mgr esko business smjhna chiye qk ye aik aisa business hy jo apke hath me hy jb ap chahen trading kren jb chahen rok den or jitna profit kren utna withdraw krwa len jitna expreince hasil krengy utna he faida hoga forex dunia me no 1 per aega online business me
    • #3 Collapse

      Forex trading ko sp na hi job keh sakty hain na hi koe duty work is ma ap apni marzi say kam kartay hain kisi bhi time kisi bhi waqt is ma koe pabandi nhi is liay ye aik business hay jo k ap k hath main hota hy jis waqt ap marzi kren is liay isay sp job nahi keh sakty
      • #4 Collapse

        Dear brother aslamoalikum ap nay bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon forex aik bussiness hai hai jo k trading k shakil main kia jata hai jo haftay k five days Monday to Friday 24 hours kia jata hai aur yeh bussiness hai jaisay full time ya part time kia ja sakta hai agr es main mehnati ki jiay aur demo account py practice k fully skilled ho k kia jaiy tou kamyabi zror milti hau but mehnat shart hai
        • #5 Collapse

          Dear aap job samjhen ya profession samjhen lekin forex bahot hi acha buisness hai ham iss se bahot achi earnings le sakte hain jo hamen kissi bhi job ya buisness se ni mill sakti hai ye hamari mehnat pe depends krta hai k ham ismen kitni mehnat krte hain aur kiss had tak kamyab hote hain isliye hamen iss pe serious ho kr work krna parta hai ham jitni ziada mehnat kren ge hamen utne hi achay results millen ge
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
            ​Dear friends mairy point of view se to forex trading aik profession ya buisness hy, job ni keon ke job main daily work time fix hota hy lkn forex trading main aisa ni, ap forex trading weak ke 5 days main 24 hours work ker sakty hn aur earn bh ker sakty hn lkn ye aik aisa buisness hy ke jis ko job waly hazrat bh ker sakty hn aur apny financial zaroryat ko pora ker sakty hn
            My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ya ek profesion ha kau ky ager him log is ko job smj ky krty ha to phir him logo ko loss ho skta ha
            • #7 Collapse

              dear friends, ham forex ko kisi bhi angle say agar dakhen to usay job nai kaha ja sakta bal kah business kaha ja sakta hay....q kah job main kisi office jana parta hay aur daily basis par duty deni parti hay aur monthly basis par ek limited sallery milti hay but forex main ham apni marzi say kam kar k unlimited profit earn kar saktay hain.
              • #8 Collapse

                Forex Trading ko esaily jo bi lena chahe hum kar skte hain Forex Trading aik best job bi hai or aik best business bi hai is main hum ko jo sb se zyda hai wo learning ko prefer karna chiaye or hum agr hamari learning skills achi hain to hum bohat acha earn kar skte hain.. normal job se Forex Trading bohat better hai mere khayal se.
                • #9 Collapse

                  Dear friend ap ny bilkul thek kaha hai forex job nahi bussines hai q k ye ap par depend karta hai k jb apka dil kary trading aur jb kary chour dien lekin job k ley time fixed hota hai lekin forex ap 5 din 24 hrs kar sakty hain aur apny experience k mutabiq maximum earning kar sakty hain so i think forex is a bussines
                  • #10 Collapse

                    Dear frend forex treading aik jo hai laken ye ab hmari mehnat py depand karta hai k hmy osy aik job ki tarha he rakhty hai ya osy apni mehnat sy bhara kar apne liye aik profeshion ki tarha bnaty hai.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading eak online work hai eak job ap log is ko keh saktay hein han bad main jab ap is main work kar kay kafi time spent kartay hein to ap professional ho jatay hein aor apkay liye forex per work karna kafi easy ho jata hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        ji bilkul theek kaha apne forex hamary liye job ki trha bhi orr aik acha business setup bhi hai
                        hamain chahiye ky hum forex ko both conditions mai apply kren tab hi hum behter result hasil
                        krsakte hain orr jahan baat working hours ki hai zyada 6 to 7 hours daily are better for trade

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X