forex ak hard work hai ya smart work??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ak hard work hai ya smart work??
    bhai jan man aap friends sy yah pochna chahta hon k forex business ak hard work hai smart work aap log is man trading kr rhy hain aap ko yah ktny % hard work lgta hai or smart work ktna lgta hai trader ko is man mahnat to krni hoti hai but os ko kis trah sy mahnat krni chaye
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex aik bahot hi acha buisness hai aur jo log iska knowledge rakhte hain aur ismen experience hai to un logon k liye ye smart work hai lekin jin logon ko iska knowledge aur experience ni hai to un k liye ye buisness bahot hi hard hai magar ham isko apni mehnat smart work bna sakte hain
    • #3 Collapse

      Mere khyal main forex ak hard work hy is ko krne k lie mehnat ki zaroor hoti hy ye itna asan nahi gota hy jitna asan hum is ko smajh kr join krtay hain lekin jab hum is main puranay ho jata hain or humara experience zyada ho jata hy to phir humain ye kaam mushkil nahi lgta hy or hum is ko smart work k tor per laitay hain
      • #4 Collapse

        Dear agar ap es mai mehnat nhn karo gy ap ko idea nhn ho ga soo ap ko faida tab he ho skta hai jab tak ap es mai mehant nhn karogy soo ap ko aage chal kar mazeed behtar earnign k liye learnign karni ho gii so ap ko fadia tabi ho skt ahai soo ap ko mehatn k sath he kam karo aur apnii life ko b set karo aur acha kam karo...
        • #5 Collapse

          dear friends, forex main smart work bhi karna parta hay aur hard work bhi karna parta hay....in starting forex ko learn karnay k leay hard work karna parta hay aur jab learning complete ho jay us k bad profit earn karnay k leay smart work zarurat hoti hay.
          • #6 Collapse

            dear forex bahut he hard work business hay kabhi bhi kisi k kehnay pay is main apni sari invest na dalna q k is nay barray barray traders ko lose dia hay barray barray experts is k agay haar jatay hain is liye isko itna asaan sajh k join karna is main utni he barry hamakat hay yeh bahut mushkil business hay is main enter honay k liye propper knowledge ki bhi zarurat hay jis k baghair is main har tarf lose he hay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex trading hard work bhi hai aor smart work apko hard work and smart work dono ki bohat zarorat hoti hai wo is liye kay dono apkay kaam atay hen. Jab apko bonus chahiye hota hai ap acha knowledge share kartay hein to hard work hota hai aor jab trading kartay hein to smart work kartay hein.

              اب آن لائن

              Working...
              X