Trading Hamesha Fresh mind ke sath karni chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Hamesha Fresh mind ke sath karni chahiye.
    Dosto apko chahiye keh aap jab bhi trading market mein enter hon to aap fresh mind ke sath hon apko koi mentaly disturbance na ho is se aap apne analysis achi trha se nahin kar saktey hain aur phir apko is mein loss bhi ho sakta hey.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul dear yi tupehi bat hyky forex kar hoo banda sakta hy jis ma saber ho or loss ko mny ki himat h jaha tak bat fresh mind ki hy tu wo bi lazmi hy kiy ky trading kam himin ka hota hy yi ap ky zehn ko hi azmatahy ky ap mai bardast kitni hy bs jab bi trade kary tu apny mind ko sirfforex ky sth hitach rakh kar trde kary tabhiprofit ho g...
    • #3 Collapse

      yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko chaye k hum ais market mai jab bhi kaam kary to hum ko sirf aus time kaam karna chaye jab hum mentaly free ho aor aus time koi tension na ho kun k jab hum market mai analysis karty hai to hum ko ais mai thora time dena parta hai sochna parta hai aus k baad trade lagani parti hai.
      • #4 Collapse

        Forex trading ho ya koi bhi aisa kam jis me mentally attention fully required ho us me kabhi bhi tense mind se km na kren ,hmesha hashash bashash zehn se trading kren, q k agar boriat ho ya wesy jee uchaat ho to bilkul bhi fayda nai hoga ,balky ghalt kam hony k chance barh jaty hen. Is liy jb bhi forum pe kam krny bethen fresh munded hon, dunia dari ki uljhanon se free ho kt forum work kren.
        • #5 Collapse

          g han trading hamesha fresh mind ke sath hi kerny chay keon uljha hova mind ya double mind right kam ni kerta jub insan ka mind fresh ho to bahut se ideas aur planning zehan main aty hy jis se work main behtry aty hy ,to pehly apny mind ko negative khayal se clear kren then trading kren
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            Dear Forex forum Fellows
            Trading ya koi b business ho wo game he ap ke mind freshness and decisions py hota hy kiun k mind sharpness sy he ap koi bhe decision lyty howy aur k sun circumstances ko samny rakhty ho jis sy ap k trading decision sy profit earning hoti hy so jub bhe decision lain tu apko fresh and healthy mind sath hona chahy jo k ap k business k liy buhat helfull hota hy
            • #7 Collapse

              sir ap ny theek bat ki hai k forex mien hamain trading kerni hai to fresh mind k sath he kerna chahye ager hum fresh mind sy ni kerty hien to hum es mien aa ker galat trade open ker ly gy or es mien aa ker apna loss ker ly gy
              • #8 Collapse

                Aslam o alikum Dear apny tick bola hey trade hamesha fresh mind pa kholna tick hota hey fresh mind pa kholna chahiya
                • #9 Collapse

                  dear friends, forex ek complicated business hay aur es main market ko analyse karna us say bhi complicated hota hay...es leay trading kartay wakt hamesha mind ko relax rakhna chaheay q kah agar mind fresh aur relax hoga to market ko achi tarah analyse kar sako ga aur profitable trade open kar pao gay.
                  • #10 Collapse

                    Bhai jaan aap ne Sahi Kaha jawab trading karne ke liye market mein enter Ho toh aapka mind bilkul fresh hona chahiye mind fresh nahi hoga toh aap trading par focus nahi kar sakte ho Karenge aap ko loss bardas Karna Padega
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                      Dosto apko chahiye keh aap jab bhi trading market mein enter hon to aap fresh mind ke sath hon apko koi mentaly disturbance na ho is se aap apne analysis achi trha se nahin kar saktey hain aur phir apko is mein loss bhi ho sakta hey.
                      apki bat shi h jee agr ap ka mind relax aur fresh hu ga ap ku tarding m lossing nhi krni parhy gi aur fresh mind se ap ki trding ap ku faida de skti he is lye ap ku josh m hosh nhi khone chhye aur ap ku jald bazi bheee nhi krni chhye ta k ap ku big loss na hu jye...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        slaam to all forum members...forex main app kabi bhe stress mind ya kisi preshani main trade mat krin forex main stress ke main waja loss hota ha jisa jisa loss bartha jata ha wasa wasa app ka mind upset hota jata ha ur app ka dehan forex sa hat jata ha bas iyk he janoon swar ho jata ha ka loss ko recover krna ha jab ap isi satiation main ho to trading stop kr dain kush der ka lyia he kyun na ho..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X