Forex trading main hamain fresh ho kar trade laina chiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main hamain fresh ho kar trade laina chiay
    Dear hamain apnay insta forex bonus account per fresh ho kar trade karna chiay.
    Aap ko pata hona chiay kay ham jab bhi apnay insta forex bonus account per trading kartay hain.
    Hamain apnay annaylis achay rakhnay chiay.
    Or hamain chiay kay fresh mind trading karain.
    Is tara acha descison ham lay sakain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslamoalikum dear brother ap ny bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon no doubt beghair mehnat lagan aur damag k fresh honay k hum trading main kabi kamyab nei ho saktay es k liay apnay apko mentally prepared kr k aur market analysis kr news aur indicators ko dykh k trading krni chiay jis say hum relax b rahsun gay koe stress nei ho ga aur forex main kamyab b hon gay
    • #3 Collapse

      Yes bro hamen jab bhi trading krni ho hamen koshish krni chahiye k ham fresh mind ho kr trading kren ham tab hi kamyab ho sakte hain agar ham trading krte hain aur hamen kisai qisam ki koi tension hai to ham kabhi bhi kamyab ni ho sakte hain isliye hamen trading uss time men krni chahiye jab ham fresh mind hotta k ham trading se better result le saken
      • #4 Collapse

        Ofcourse brother i am fully agree with you forex trading mein hamen always fresh mind ki hi zarurat hoti hey kioun keh agar aap fresh mind ke baghair is business mein enter hotey hein to phir aap is main achi trha se successful nahin ho saktey hein aur aap is main fail hi hotey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          achay mind fresh mind kay saath trade lenay ka ye faida hota hay aap ghalat decision nahe letay achay analysis kay bagair trade nahe ki jaati best entry aap tabhi len gay jab aap ka mind fresh hoga aap satisfy ho kar relax hokar trading kar saken gay jab physically mentally aap bilkul fresh hon tab trading analysis karain gay tou aap ki trading performance bohat achi hogi
          • #6 Collapse

            Forex trading mein fresh ho kar kaam karna bahut zaroori hai agar aap fresh minded ahin hoon gay tou aap ka mind forex ki taraf sahih tarah mutwajah nahin ho ga jis se aap koi ghalti kar saktay hain aap trade ghalt open kar saktay hain jis se aap ko loss ho sakta hai
            • #7 Collapse

              AOA dear fellows jesa ky aap janty hy ky trading koi easy kam nhi hy is mein full mind concentrate chaheye hoti hy hmy fresh mind ar dull mind me fark us waqt feel hota hy jb hm loss kha bethty hy agr hm fresh mind sy market me enter kry ar trade lgaye to uska result ar dull mind trade krny ky result me zameen asman ka fark ho ga so plzzzzz full mind fresh sy trading kry is me apka apna he faida hy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                Dear hamain apnay insta forex bonus account per fresh ho kar trade karna chiay.
                Aap ko pata hona chiay kay ham jab bhi apnay insta forex bonus account per trading kartay hain.
                Hamain apnay annaylis achay rakhnay chiay.
                Or hamain chiay kay fresh mind trading karain.
                Is tara acha descison ham lay sakain gay.
                bilkul jee agr ap ka mind fresh hu ga tu ap ko is se zyada profit gain hu ga aur ap relax hu kr trade kre gey jis se ap jald baazi se bach jate he aur thanday mind se trade k lye kfi faida mand saabat hoti h is lye koshish jari rakhey ap success hu jye gey....
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul sahi baat ki hy trading ak bht tough kaam hy is ko bht soch smajh kr krna hota hy is lie trading krtay waqt hmaray mind ka fresh hona bht zaroori hy ta k hum fresh mind k sath sahi analys kr k achi trade lgain jo k profit main jaye na k humain loss dy successfull trader bnnay k lie fresh mind se trading krna bht zaroori hy

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X