Mehnat kabhe zayaa nahe hote

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kabhe zayaa nahe hote
    ASLAMUALEKUM dosto ek baat hamehsa zehan main rakhen ke mehnat kabhe zaya nahe hote aj nahe to kal ap ko iss ka phal zaroor milta hai kabhe yeh na sochen ke kise ne shortcut lagaya wo kamyab hai main nakaam ho gaya shortcut se mile kamyabi aarze hai jub ke hardwork he asal success ka zamin hai iss lea apne mehnat jari rakhen aur nateeja RUB KE ZAAT py choor dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul ye baat apki darust hai ham jab tak mehnat ni krte hain hamen kch bhi ni milta hai aur jab ham mehnat krte hain to hamen sab kch hi mill jata hai isliye hamen mehnat se nhi bhagna chahiCh aur koshish yahi krni hai k ham ziada se ziada mehnat kren q k mehnat kabhi raigaan ni jati hai
    • #3 Collapse

      Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke mehnat kabhi zia ni jaty keon ke mehnat ka phul Allah zaror daita hy, ager ap ne forex trading main kamyabi hasil kerny hy to ap ko chay ke ap mehnat kren aur ziada se ziada time spend kren, forex koi easy work ni is main bahut ziada mehnat chay, mehnat main azmat bh hy aur berkat bh
      • #4 Collapse

        belkul theek bat ki hai k jab hum mehnat kerty hien to yeh kabi bee zaya ni hoti hai q k es mien aa ker jab hum forex mien hum mehnat kerty hien to hum es mien aa ker earning bee kerty hien or es ka sila hamain profit ki sorat mien mil jat hai es lye forex he hamary lye sab sy best option hai online earning kerny k lye.
        • #5 Collapse

          yes it's not doubt brother aap is business mein jitni ziada mehnat kartey hein apko utna hi ziada is mein exeprience hota hey aur is mein koi shak nahin he keh mehnat kabhi bhi zaya nahin jati hey aur hum is main jitni ziada mehnat kartey hein utna hi ziada is main kamiab hotey hein.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Ji bilkul bht achi baat kahi app ne mehnat kbi zayaa nahi jati ak din mehnat ka phal zaroor milta hy isi lie humain lagataar apni mehnat per focus krna chahiye ta k hum successfull ho sakain zahir hy mehnat kamyabi ki kunji hy kamyabi ki tajori us waqt hi khulti hy jb hum apne kaam ko mehnat or lgan se krtay hain
            • #7 Collapse

              humay aaj nahe tou kal lazman mehnat ka phal milta hay humey musalsal mehnat pe focus karna chahiye kamyabi aap ko mehnat kay zariye milti hay forex pe aap ki mehnat sey achi skills banti hain aur jiskay paa skills hoti hain kamyabi leta hay successful honay kay liye mehnat kartay rahain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Khoob kaha hai bahi apne. Hamara kaam hai mehnat karna aur apna 100 feesad kaam dena aur us kay baad Allah pak par chor dena wohi hamari mehnat ka sila deny waala hai. Aur wo jo kuch karta ha hamary hak main wohi behtar hota ha. Magar hamko na umeed kabhe bhe nai hona chahey aur uski zat zaroor hamko kamyaab kary ge. Bas mehnat karty raho aur koi bhe kaam mehnat kiey bina payaa takmeel tak ni pohnchtaa hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X