Agr apko loss ho jata hai to AP uska bad Kia karty Han??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr apko loss ho jata hai to AP uska bad Kia karty Han??
    Assalamualaikum all dear forex member forex aik risky Kam hai yahan profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai..jub ham ko profit hota hai to ham bahot Khushi hoty Han aur kehty Han keh forex bahot acha business hai but jub Ham ko kahin loss ho jay to Han bura bhala kehny lag jaty Han haln keh galti hamari apni hoti hai asa ku karty Han log..agr apko loss ho jata hai to AP Kia karty han???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main jaldbazi nahi karni chahiye aur dheerey agey bhartey huey apni galtiyon sey seekhna chahiye, Basic information & experience hasil karney key liye hame demo account ka istmaal karna chahiye, jab aap expert ho jao to real trading ki taraf jao, start main lot size kam rakhain takey losses key chances kam sey kam hon,,,,
    Be careful with patience... Thanks...
    • #3 Collapse

      dear bro forex trading aik highly risky business hy ,profit and loss is the part of forex trading,ager ap ko loss hota hy to ap ko disappoint ni hona chay bulkey loss per ghour kren aur jis ghalty ki waja se loss hova hy us ko remove kro aur next time same mistake repeat na kro ,try try again is the formula to imorove your trading
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Agar forex trading me loss ho jata he to men ghuss ya afsos se bachny ki koshish krta hoon, sath hi kuch der trading krna sto kr deta hoon ta k sochny ka moqa mil jay, is sth posting zabardast krta hoon ta booonus zeyada mily, lot size bahot chhota rakhta hoon ta k fully sefe trading kr sakoon, is k sath money manage ho jati he aor phir se trading me maza any lagta he.
        • #5 Collapse

          profit aur loss is business ka hisa hey aur agar apko loss ho jaye to apko bilkul worry hone ki zarurat nahin hey apko chahiye keh aap phr se demo acount par ziada se ziada practice karen aur strategies banayen aur phr se forex mein money managment ke sath enter hon to aap kamiab ho saktey hain.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Dear mein ap sy kuch had tuk agree hon kiyon k loss har trader ko hota hy kiyon k markit kabhi bhi fix rate mein nahein chalti to is natijy mein gusa karna munasib nahein mein to dubara money dalny ki tyari karta hon jub loss ho jaye to agar loss ho jaye to practice karni chahiye phir sy phir sy skills hasil karni chahiye apni knowledge ko mazbot karna chahiye kiyon k loss bhi hamari he mistakes ki waja sy hota hy humein un mistakes ko control karna chahiye aur mistaks sy kamiyabi hasil karni chahiye
            :1f63b:​BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Allah na kry k agr kbi loss ho jaye to patience syy kam lena chahye q ky jb ap ko profit hota hy too ap bht kush ho jatey hain orr forex forum ko bht acha samjhey hain or agr kbi loss ho jaye too ap bht mayooss ho jatey hain or forex forum ko bura bhla kehney lgg jatey hain lakin iss main ap ka e kasur hota hy agr ap ky pass us business ko krney k liye experience and knowledge ho ga to apko loss ni ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bhai jub bhi forex main ksisi ko loss hota hai tu os main galiti hmari apni hoti hai or hmain loss bhi lake of knowledge ki waah se hota hai es liye jub hmain loss ho jata hai tu mind nahi karna chahye yah note karna chahye k hum main akahan ability ki kami hai q k jub tak hum khud apni galtuin par sikhty nahi hain hum kbhi bhi achy trador nahi ban skty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X