kam struggle chhoty khuwab!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kam struggle chhoty khuwab!
    Dosto as a forex trader men apko aik zabrdast mashwara deny laga hoon k agar ap forex trading me jitni mehnat krty hen usi hisab se apny khuwab bhi dekha kren , masaln din me agar aik ghanta forex trading ko dety hen to kabhi ye mat samjhen k lemozine app forex se paisy akathy kr k khareeden gy, agar gaari leni he to usi qadar mehnat bhi kro, umeed sbhi dosto ko samajh aa gai hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai bari interesting bat ke hy ap ny ap ke bat theek hy ham aksar kam kam karty hen and khawab ziada dekhty hen agar ham mehnat ziada karen and khawab kam dekhen to hamen kuch hasil b ho jy ga
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat bilkol sahi hay hay forex ko jis hisab sy ham time dy rahy hoty hain hum us hisab sy profit hasil kar sakty hain agar zyada time den gy to acha experience hi ga aor hum acha profit hasil kar sakty hain agar kam time den gy to kam hi experience hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Ji Mere Bhai aisa hai Jo Itni mehnat karta hai usko itna hi fruit Milta Hai uski hard working ka isliye Forex trading hard work required Hai Yahan pe aapko forum my knowledge demoman practice experience aur planning for planning learning karni hai uske baad mein trading start karne bade bade dream nahi dekhna chahiye realty Mein sochna chahiye
        • #5 Collapse

          G bilkul ap sahee kehty ho k forex trading main ziada hard work kro gy to ap ko phr ap ki mehnat k hisab sy hi ziada earnings ho gi aur forex trading koi lotery ni hy k ap ny aik dfa entry Mar di to ap ko us sy ziada profit mil jay ga aisa her giz ni hy jab tak ap forex trading main ziada hard work kr k iska knowledge aur experience ni seekho gy ap ko tab ziada earning ni ho gi yeh sub kuch seekho gy to ap ko ziada earning ho gi
          • #6 Collapse

            forex treading m jb hm boht zyda hard work kr k frum py Tim spend kr k hi achi strgtry bnaty hen r achy khwab dekhty hen agr hm es m mehnt nhi Karen gy r experions r knoliged hasil nhi Karen gy tu hm es m export tredr bn k profit earn nhi kr saken gy.
            • #7 Collapse

              Ggg jtne zaida ham mehnat kre ge itna he zaida ham ho output mile ga forex 1 typical bhot he typical market ha koe k Ze world over pore dynia se log aias me involve hote ha
              aias le ham ko forex me bhit zaida mehnat ki zrort hote ha ta k forex k sentiments ko samgha ja ske
              agr ham mehnat ni kre ge or forex ko learn ni kre ge ham ache trader ni ban skte or sath sath ham apne khwabo ko pora nu kr skte
              • #8 Collapse

                Yes dear ap ki bat bilkul theek hai me is se agree hun. Ye to thek nai hai k hm Km Mehnat krn or Overnight rich hony k Dreams daikhty rahen. Is se acha hai k hm khwab choty rakhen or mehnat ziada krn taky hmary umeed se b ziada hmen profit ho jo hmary sab hi khwabon or khwahishon ko pora ka dayn gy.Mgr Hard work shart hai.
                • #9 Collapse

                  Bhai ap ne baat to bari paty ki ki hai. Waqee kuch log khawab to bary bary dekhty hain. Lakin jab kaam kerny ki bari ati hai to mehnat se ji churaty hain.
                  Ye sirf forex trading mein hi nahi ye roz merah ky baqi kamoon mein bhi yahi hal hai.
                  Bhai jab hum khawab bary bary dekh rahy hain. To hamein chaye k hum forex trading ko samjhein aur us mein mehnat kerein ta k hamary khawab sherminda e tabeer hon.
                  • #10 Collapse

                    Re: kam struggle chhoty khuwab!

                    forex aik online business hain hum is mai investment kar ky acha profit gain karty hain or apne zarorto ko pura karty hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be ka kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty han yai aik real business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: kam struggle chhoty khuwab!

                      Yes boss jab ham as mien strugggle yani mehnat kam kerte hien tu hamara as mien khawab b choty hote hien tu hamain as mien khawab b choty dakhny hore hien q k wo kahty hien na k jetna gur daialn gy utne he metha ho ga tu as mienb wesa hi h k ham as mien jetni mehnat karian gy as mien hamain utne hi feda ho ga aur kamaee ho gi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kam struggle chhoty khuwab!

                        Es ma koi shaq nahi ha jo jitni mehnat karta ha us ko itna hi us ka pal milta ha zyada mehnat karengy to bonus zada milega kam mehnat karengy to bonus bi ka milta rahega thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X