Forex trading main humer entry our exit point kia hona chahy?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main humer entry our exit point kia hona chahy?????
    ENTRY AND EXIT POINT KIA HONA CHAHY

    mery dosto aksar members ka yahan question hota hia k humera acha entry point kai honay chahy our exit point kia hona chahy to main app logoun k sath apna experience share kerti hoon jab bhe main nay forex main trade le kisi bhe important level say pheleay to us main mujhey kafi loss hoa us ki reason ye the k aik to candle confirmation nahe the dosara koi khas support ya resistance nahe the to dosto app ko aik khas level ka wait kerna hota hai pher he app us main aik ache trade lay patay hain our ap ko jald acha profit milta hai our candle confirmation ka wait zaror karen our app iak resistance say sell kerty hain to next support pay ap ka tp hona chahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alaikum, yahan pe ak bat yad rkhna boht zroori hy k jb b support ar resistances k pas entry len to ye lazmi khyal rakhen k market us support ar resistances range sy bahir nikl chuki ho.. Mtlb support ar resistance ak line nhi hoti blky ak range hoti hy.. Entry sy pehly market us range sy bahir nikl chuki honi chahye q k jb tk support ar resistances ki range me market rehti hy tb tk us k ksi b trf jany k chance hoty hn
    • #3 Collapse

      ap nay kafi acha knowledge dosto yaahan pay share kia hai forex main kamyaabi ka dsara naam patients hai our jo bhe trader us main sabar k sath trade kerta hai wohi us main kamyaab hota hai jo jald baze say kaam leta hai wo humesha loss kerta hai jab app sabar k sath market k achy point ka wait karo gay to pher he entry ache ho ge our exit bhe achy say ker jao gay
      • #4 Collapse

        dear ap nay achi information di ha mera jaha tak khayal ha humainy apna entry point waha par lena chahiey jaha par market ko hamaray stop loss hit karnay me kafi mushkalat ka samna karna paray
        hanara entry point kisi strong support and resistance ya trend line ya phr candle confirmation par hi hona chahiey or hamara exit point kisi b next strong supoort and resistance trend line se 5 to 8 pips before hona chahiey ta kay agr market reverse ho to humainy loss na ho hamara take profit pehlay hi se hit ho jaey
        • #5 Collapse

          App naay traders ka liye kafi achi information share ke hai. ager general baat karin tu trading ke doran traders ko chahiye ke woh jis b time frame mai trade karty hon uss ke Support say buy karin aur resistance per close karin .. iss trah say ager sell karna ho tu phir try karin ke resistance say sell karin aur support point per aa kar trade close karin . lakin practically iss trah say karna kafi mushkil hai aur traders ko iss kay liye kafi experience chayie hota hai.
          • #6 Collapse

            g han bhai ap ny achi bat ki hai forex trading main entry pioint bhi best hony chahye or apka exit bhi pher weas he hota hai es liye hmain apni trading main es bat ko mind main rakhna chahe k aghr hum support main buy karty hain tu ressetance main hmain sell karni chahye or achi traha alsye karty howe trading karni chahye ta k hmain apni tarding main acha profit mil saky
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
              ENTRY AND EXIT POINT KIA HONA CHAHY

              mery dosto aksar members ka yahan question hota hia k humera acha entry point kai honay chahy our exit point kia hona chahy to main app logoun k sath apna experience share kerti hoon jab bhe main nay forex main trade le kisi bhe important level say pheleay to us main mujhey kafi loss hoa us ki reason ye the k aik to candle confirmation nahe the dosara koi khas support ya resistance nahe the to dosto app ko aik khas level ka wait kerna hota hai pher he app us main aik ache trade lay patay hain our ap ko jald acha profit milta hai our candle confirmation ka wait zaror karen our app iak resistance say sell kerty hain to next support pay ap ka tp hona chahy
              Forex trading market Mein Jab Hum trade Kare aur kisi currency pair quality mein trading karna Chahe to Hame chahiye ke wahan se market mein enter Hoon Jahan se market bahut jyada down Gayi Hui Hai Yaad Bahut Ab aayi hui hai aur uske baad Hame 1 reasonable profit Lekar Apne trade cut kar leni chahiye
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Slaam to all forum members....support ur resistance level par app ko acha entry point mil jata ha lakin app ko level sa niklna tak wait krna ho ga jab be market kush pips bahr nikl jye tab trade confirmtion hoti ha zyida dfa market in level sa tkra kr wapis ati ha ab wapis ana par ya sure nahi hota ka wapis pivot level tak aye ge tha is level ko cross kr jye ge is lyia app sbr ka sath sahi point ka wait kro..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Bilkul thek kaha apne ye sab stradegy aur planning humain trading mai kamyaab banati hai aur aisi technical points hum apne mentors se bhi seekh sakty hain ya phir bad experience se seekh k. Yehi to Wo knowledge hai jo is business ko unique banata hai aur hum daily basis pe kuch naaya seekh rahy hoty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X