Kya forum pe English posts allowed hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forum pe English posts allowed hain?
    Mera forum k tamam members sy sawaal hy k kya hm forum pe English me posts kr skty hain? Q k abi tk me ne tqrebn saari posts hi urdu me dekhi hain. So kindly bta den agr ksi ko pta hy to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai apka question bht acha hai main bhi yeh question krne k bary mein soch raha tha keh kya hum is forum per urdu k sath english mein bhi thread create ker skty hain ya nahin waise english mein comments to main ne kie hain to koi issue ni aya shaed english mein thread ka bhi na aye lekin koi senior member bata de to acha ha
    • #3 Collapse

      Dear baat ya hay k instaforex ko aak aam banday k laya design keya gaya hay aur iss fouram main iss baat ka khayal rakh gaya hay k aak matric pass banda be iss sa fahda utha sakay iss laya forexfouram per aap urdu he main post kar saktay hain englush main post karna sa bhot sa trader ko samaj main nahi aa hain gi un posts ko na tu like milay ga aur na he un ko instaforex ki janab sa bounas mila ga iss laya aasi post waste ho jati hain forex fouram in post ko consider nahi karta hay
      • #4 Collapse

        nahe dost ye pakistani forum hai to us k oper app sirf urdu main he thread post our other thread k oper apny comments ker sagty hain us main app ko apni roman urdu main he thread laganay hoty hean pher he app ka account banned nahe ho ga ager app english main lagain gay to pher admin kisi time bhe account banned ker sagty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          1. Reddit: Reddit ek popular online forum hai jahan aap apne sawalat aur tafseel ko Roman Urdu mein share kar sakte hain. Aap alag subreddits jaise r/Pakistan ya r/Urdu mein bhi apna content share kar sakte hain.2. Facebook Groups: Facebook Groups mein bhi aap apne sawalat aur tafseel ko Roman Urdu mein post kar sakte hain. Aap relevant groups join kar sakte hain jaise "Pakistan Stock Market Traders" ya "Forex Trading Urdu Group" aur apna content wahan share kar sakte hain.3. Quora: Quora ek question and answer platform hai jahan aap apne sawalat aur tafseel ko Roman Urdu mein likh sakte hain. Aap relevant topics jaise "Investing in Oil" ya "Gold Trading Strategies" pe apna content share kar sakte hain.4. Twitter: Twitter pe bhi aap apne sawalat aur tafseel ko Roman Urdu mein tweet kar sakte hain. Aap relevant hashtags jaise #OilTrading ya #GoldAnalysis use karke apna content share kar sakte hain.Yeh kuch popular platforms hain jahan aap apna tafseel Roman Urdu mein likh sakte hain. Lekin yaad rahe ke har platform apne own rules aur guidelines rakhta hai, isliye wahan post karte samay un rules ka khayal rakhein aur respectful tareeqay se apne content ko share karein.

          اب آن لائن

          Working...
          X