One of the main reason to lose money on Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes dear i totally agree with you forex market me agr trader ne apni greed per control kar liya to wo forex market me acha khasa profit earn kar sakta hai or loss honey key risk ko kafi had tak minimize kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dekhain bhai forex aik bht hi risky business ha profit k sath sath loss bhi hai aur isme loss hone k bht sare reasons hain achi knowledge ka na hona practice ache se na karna experience ka kaam hona aur greedy hona ye sab bht main reasons hain loss k aur fresh mind ka na hona ye bhi reason hota ha aur jald bazi karna trading main ye sab loss hi karwate hain
      • #18 Collapse

        mere khyal main to forex trrade ke ander loss ki sirif or sirif ye hi waja hy ke hum forex trade ko sekh bager hi shuru kar dete hy demo par sirif ye hi nhi seekh na chahe ke trade kis tarha lagani hy balke is par nazar bhi rakhni chahe ke trade profit kis tarha deti hy.
        • #19 Collapse

          mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko profit hota hai.
          • #20 Collapse

            that we can go for this Forex is a business and its becoming popular day by day. Most people are now able to trade Forex because of the online brokerages. The poll shows that 90 percent of the traders lose money. Why? There are many reasons to lose money on Forex trading. One of them is greed. Well Forex is of vast opportunity but people falls in greed and they want to earn all day all night. They trade more and more and risk themselves to losses because Forex is based on speculation and out of 9 trades you will definitely lose one. So please be satisfy with your daily target and don't go more games we play ina thius
            • #21 Collapse

              loss hony ki bht si reasons hain jin meay kuch yeh hai k sbsy pehly laalich agar hamein thore bhi milta tou hamein hota zaida mily and second yeh k hum bht zaida jald baazi karty hain and third yeh k hum demo py sai sy practise nhn karty th ic wja sy hum loss karty hain
              • #22 Collapse

                dear forex me mony lose karny ka main reason ye hay k har trader trading me jab us ko profit ho jata hay to wo lalach karta hay or zeyda profit k chakar me apni investment ko b lose kar deta hay.
                • #23 Collapse

                  hallo my dear friends one of the main reason to loss in trading is not enugh knowledge and experinces in trading thats ways we loss money :cool:
                  • #24 Collapse

                    Dear forex tarding main 90% log loss kar letay hain apna is ki bari waja ye hai k trader greed or emotional ho kar trading kartay hain or without knowledge k trading kartay hain jis ki waja se ap loss kartay hain apna.
                    • #25 Collapse

                      g is me zyda tar loss apko tb hota hai jab ap is me acha experience ni rakhte hun or is ko zyda time ni de pate is se ap apni trade ko loose karte hain or is me acha profit ni bna sakte.
                      • #26 Collapse

                        asalam o aliqum my dear bro aap ko lose tab tak nahe ho ga jab tak aap ls me lalch nahe karo ge lalch se he hamra sub se bara lose hota he ls liye ls me lalach k bina kaam krna cahye tabi hum ls me kamyab ho skte hn
                        EAst ho ya West pak fOrUm iS bEsT ;) :o :p :rolleyes:
                        • #27 Collapse

                          People also dont take this business seriously. This is one of the main reasons. Of loss in forex trading too. If u dont respect ur job u cant makr the best of it. Secondly what they learn, they dont use it sensibly. So profit nhi bn paata ziada
                          • #28 Collapse

                            forex trading ma raqam ko loose karne ki sab se bari waja ye he k ham log market ko study hi ni karete hen our aik hi ghalti bar bar karte rehte hen. to aisi trading ka kia faida.
                             
                            • #29 Collapse

                              han bhai apki batein thek hain zada traders isly bhi failed ho jaty ahin kiun k wo practice nhi krty trading ki aur agar krty hain to us k bad invest kr k trading mein greed krty hain aur chahty hain ak he raat mein ameer ban jayen jb k asa nhi ho skta kabhi bhi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear brother assalam o alaikum forex trading ke business mein lose ki aek main waja yeh hai ke log is mein aakr lalash ka shikaar ho jaate hai or ziada se ziada ki hawis mein rehte hai is liye wo kam se bhe hath dho lete hai or unhe loss ho jata hai trading mein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X