Ghaltiyan krny sy wohi bachty hain jo doosron ki ghaltiyon sy seekhty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ghaltiyan krny sy wohi bachty hain jo doosron ki ghaltiyon sy seekhty hain
    Kuch traders ka ye maan'na hy k jb tk trader khud ghalti na kry woh nhi seekhta jb k main ye kehta hoon k ye zroori nhi k trader khud ghalti kry balky agr woh aik successful trader ban'na chahta hy to usay doosron ki ghaltiyon sey seekhna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhae app ki baat theek hai humean forex main mistakes say bachana ho ga pher he forex main hum ache learning ker sagain gay our us main wo ghalti hoti hai jo k aik trader aik bar ya do bar kerta hai par us ko repeat kernay wla pher us main humesha loss he kerta hai ager app nuksaan say bachna chahty hain to pher app ko mistakes say bachana ho ga our dosraey ki mistakes say bhe siekhna ho ga
    • #3 Collapse

      Aslamoalikum dear brother ap ny bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon no doubt banda wohi kamyab hota hai jo dosron ki galtyon ko apnay liay islah ka zariya banaatay aur aur apnay apko es tarha ki galtiyon say save krtay hain q k success hamesha usi time miltu hai jb banda her point ko dykh k aur sooj smj k faisala krta hai aur koshish krta hai k koe miatake na ho
      • #4 Collapse

        Wao dear aap ne bahot achi baat ki haiain aap se ittefaq krta hoon agar ham other logon se discuss kren aur forex k motaliq koi party kr kr lia kren to hamen aik disre se kafi faida hasil ho sakta hai q k ham aik dusre k sath share krne se hamare ki problem solve ho sakte hain q k hamen aik dusre ki mistakes se sekhne ka maoka mill jata hai
        • #5 Collapse

          Dosro ki ghaltio se sekhna to thek hy mgr mere mutabik apni ghaltio se insan zyada sekhta hy qk insan jb khud us cheaz k okrne ki koshish krta hy to usy ehsas hoa hy k ye kitni mushkil hy ya esme konsi ghalti krne per kia nuksan hua hy muje jb tk khud amal nhi krega insan tb tk nhi smj aegi
          • #6 Collapse

            G han bhai is main wohi success hasil kr sakta hai jo apni galtiyo se seekhta hai hume is main menat krni chaiye is main daily analysis ko fallow krna hota hai ye hamre liye acha business hai hume is main menat k sath kam krna chaiye
            • #7 Collapse

              g bilkul forex treding m galtiyon sy wo hi buchta hy jo dosron ki glti sy sekhta hy q k apni mistak ko note kr k un sy sekhna hi best tredr ki nishani hy export tredr bnna Etna asan nhi es liy sucsecd chahty ho tu apni galtiyon ko qabol kr k un sy sekho.
              • #8 Collapse

                g apki bat tkh gltian to hojati hn insan gltion ka putla hy lkn jo glti al br hojy usko dobra nhi dohrana chahy blky cover krna chahy dusro ki gltion sy sikhna chahy jo b ho forex trading mn displen or roles ko follow krna bht zrori hy
                • #9 Collapse

                  ham ghaltiyan karny sa sab say bhter sikh sakty hi bad log asy karty hi ager an ko loss hu jay wo dil chor kar negtive soch ma par jaty hi par asy karny sa hamry masly ka hal ni huta hi as lia ham ko cahyea ka ham dubra khosesh kary awro jo phly galti ki as ko recover kary awor phir apna loss recover kary
                  • #10 Collapse

                    G han my dear brother ap nay bahut acha bat share ki hay...zayada tar traders esi bat par zor detay hain k hamain apni mistakes say sekhna chaheay but koi bi yah nai sochta kah agar ham dosro ki mistakes say sabak hasel karain gay to khud mistakes nai karain gay aur loss say bach jaain gay.
                    • #11 Collapse

                      G bilkul bhai mein apke baat se agree krta hn hmesha acha trader wo he hai jo dsrOn kee ghltIna dekh kr kgUd ko thkk kr lai aur nuqaaan se baach jai aur agr wo khuud ghltiaan krta hai aur phr unsse bhe ni sekhta tO yeh he iske sb se bare khami hai aur yeh he agi chal k ussai nuqaan phnchai gee isliye issey chahiyai k apne strategy to improve krai
                      • #12 Collapse

                        Dear friends aqal mand whi h jo 2sron ki ghaltion se sabaq sekhy.forex market m kam krna bht difficult h agr hm mistkes kren gy to is m hmen loss ho skta hehaza apny frieds ki mistakes se sekhna chahye ta k loss se bach sken..
                        • #13 Collapse

                          Re: Ghaltiyan krny sy wohi bachty hain jo doosron ki ghaltiyon sy seekhty hain

                          Apne bohat hi achi bat kahi hai yaha pe her koi apne apko hushiyar samjh kar apni mistakes ko notice hi nhi karte jo wo kar rahe hote hai na hi kesi or ki mistakes se sabaq hasil karte hai bus posting karne mai busy hote hai or mistakes pe na tawaja dene se nuqsan kar bethte hai us liye hame apni mistakes p zaror tawaja deni chahiye ta k hame kamyabi asani se milsake
                          • #14 Collapse

                            Re: Ghaltiyan krny sy wohi bachty hain jo doosron ki ghaltiyon sy seekhty hain

                            galtiyun say he bndaa seekhta hai lekn yeh us say bhi best hai k ap khud galti krain or us say seekhai ap dosron ki galtiyun say sbak seekhain and apni improvement krain yeh na krain k main yeh galti ron ga [hir seekhin ga lekn kamyaab wohi hot hai jo dosron ki galti say seekhta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ghaltiyan krny sy wohi bachty hain jo doosron ki ghaltiyon sy seekhty hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: shah007 پيغام ديکھيے
                              Kuch traders ka ye maan'na hy k jb tk trader khud ghalti na kry woh nhi seekhta jb k main ye kehta hoon k ye zroori nhi k trader khud ghalti kry balky agr woh aik successful trader ban'na chahta hy to usay doosron ki ghaltiyon sey seekhna ho ga
                              Han g bhai mery ap ne thek bola hai humesha wahi banda kamyab hai jo dosron se kuch na sekhy humain chahye k hum is forum ki help se senior traders se lesson len un ka experience note karen un ki tips ko follow karen tab ja kar wo mistakes avoid kar sakty hain jin ki waja se humain loss ho sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X