forex business ko join k baad chorna mushkil q ho jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex business ko join k baad chorna mushkil q ho jata hay?
    members mujhay aik baat ki samjh nai aye k jub ham sab forex ko join karaty hain aur is ko chah k bhi chore nai saktay hain is ki kia wajha hay is ka kia reason hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother aslamoalikum apka nay bahut acha sawal kia hai forex bussiness waisay tou kisi soret nei chorna chaiay han agr koe esko chorna chaiay tou wo q nei chor sakta es ki sab say bari waja yeh hai k forex ko start krnay k liay jo mehnat ki hoe hoti hai wo usay nei chornay deti lehiza hamian thora patience say kam lyna chiay aur thora wait krna chaiay es main thori mushkil zror ho gu lakin mustaqbil k liay bahut behtri ho gi
    • #3 Collapse

      dear forex trading members wo is leay keun ky jub apko trading ki smjh ajati hai tb apko chorna mushkil he lgy ga bahala koi trading analysis planning experience aor basic trading knowledge gain krny ky bad chor skta hai apko forex trading just market understanding aor analysis technical aor fundamental sekhna learning krni hai profit chorna difficult hai brother.
      • #4 Collapse

        forex k business ko ju loog auchy say join kr laty han jab wo is ko join kr laty han ap is ko forex ko kabi b nai choor skty han is may business ko runing condition may rakhana hota ha jis say is ko long time lay kr working b kr skty han ye ak aucha business ha jis ki waja say ap is ko oart time b join kr skty han or is ko long time k lye b working kr skty han
        • #5 Collapse

          forex ko join k bad choorna us leay mushkil ho jata hai koin k us main ap ko ache income honay start ho jati hai oru insta forex main to sirf app log mehnat kerty hain our apni traf say koi investment bhe nahe kerna parte hai to esasi opportunity ko koin chorta hai ye aik ache earning source ban jta hai
          • #6 Collapse

            Intehaey Hassas noweyyat ka sawal ha forex ko join karne ke baad chora nahen ja sakta to dear kuch log han jo loss le kar ya iss plate forum ke study nah kar sakney ke baad loss ki waja se suna ha chore bhi jatey han lakin iss ko samang jane ke bad aap ki baat darost ha chita nahen jata darasal yeh easy available ha asani se iss par kam kiya ja sakta ha kahen jana nahen parta yeh 100% self depending ha aor self hamesha insan ke apne pass hi rahti ha aor yeh hamara kam se zeada pasandeeda hobby ban jata ha
            • #7 Collapse

              esliye qk eski adat hojati hy forex ko chorhna nhi chiye agr ap apni invest nhi kr skte to sekhne k liye kam se kam yaha per post kren or us se bonus bna k profit kren apko faida hoga boht qk jo log forex me invest krte hen or loss krte hen wo jald he dil bardashta ho k chorh dete hen unko chiye k pehle yaha per expreince hasil kren phr real money invest kren
              • #8 Collapse

                Forex trading business kiok aik buht hi ziada profitable business hy aur forex trading business mein agr mehnat aur hardwork Kiya Jaye tu kam waqt mein ziada profit earn Kiya ja sakta hy is liye jo log forex trading business ko join kartay han kiok un Logon ne mehnat aur hardwork kar k forex trading business ki learning ki hoti hy is liye forex trading business ko nhi choor nhi saktay
                • #9 Collapse

                  han mere dost forex trading business main trader join karta hay aor trader ko forex business say good earning ho jaty hay jab is tarah trader ko aik best online business aor profitable business trader ko daily weekly ya monthly base pay income day raha hota hay phr to mumkin hy nhy hota hay kah trader aisy best business ko chor dain.
                  • #10 Collapse

                    Yes dear Jo log forex join ker chunky hai un k liy forex ko chorna mushkil hai wo bhot me hat experience k sath boat agay aachukay hotay hai 2nd resaion trader profit ka maza lay chukay hotay hain forex bhi 1 qesam ka nasha hai jis ko lag Jay wesay forex main kamyab hona har inSan k bass main nhi
                    • #11 Collapse

                      Asslam-o-Alakum my dear friend is ki kai causes ho sekti hain k ye profitable business hay is lie koi b is ko chorna ni chahta aur ye easy business hay aur aik bari wajah ye hay k ye aik interested business hay is ko ker k bhat maza ata hay aur hum money b earn ker latay hain.
                      • #12 Collapse

                        Yes sir forex trading ko chorna bohat hard hay sir maray khual yeh aik nisha hay jes ko lug jay wo kabhi nahi chor sakta, because yeh aik esa business jes main every time trader earning ki laluch karta hay, agar without analysis and tuckey say trade karta hay wo loss hi karta hay,.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trading aik part time k liye zeyda munasib hai or har trador es ko part time karta hai jis k sath wo apni earning gher bethy he bna leta hai or rahi bat es ko chorny ki tu log gher main banny wali eraning ko chorna nhai chahty hain q k un ka zara sa time un ki life k liye aik acha resources deta hai es liye wo yah smjhty hain k es k liye hmain formality ki koi zaroart nahi parhti hai es liye es ko kart rahny main koi harj nahi hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X